Hai Lab E Isa Se Jaa(n) Bakhshi Nirali Haath Mein Sang Reze Paate Hai Sheeri(n) Maqaali Haath Mein Be Nawaaon Ki Nigaahein Hain Kahaa Tehreer E Dast Reh Gayi Jo Paa Key Jood E Laa Yazaali Haath Mein Kya Lakeero(n) Mein Yadullah Khat Sar O Aasa Likha Raah Yu(n) Iss Raaz Likhne Ki
Category: H
Hamari Hai Dua Shahe Ghousul Wara
Hamari Hai Dua Shahe Ghousul WaraHara Bhara Rahe Ye Qadri ChamanMain Qadri Hu Shukr Hai Rabbe Qadeer KaHatho Mein Mere Haath Hai Peeran E Peer KaImdad Kun Imdad Kun Az Bande Ghum Aazad KunDar Deen O Duniya Shaad Kun Ya Ghous E Azam DastagheerJiska Koyi Nahi Hai Sahara Uske Tum Ho SaharaKurba Jau Mein Ay
Hum Khaak Hai Aur Khaaq Hi Mava Hai Hamara
Hum Khaak Hai Aur Khaaq Hi Mava Hai HamaraKhaaki To Wo Aadam Jad E Aala Hai HamaraALLAH Humein Khaak Kare Apni Talab MeYeh Khaaq To Sarkaar Se Tamgha Hai HamaraJis Khaaq Pe Rakhte The Qadam Sayyide A’alamUs Khaaq Pe Qurbaa(n) Dil E Shaida Hai HamaraKham Ho Gayi Pushte Falak Iss Ta’ane Zamee(n) SeSunn Hum Pe
Hum Apni Hasrate Dil Ko Mitane Aaye Hai
Hum Apni Hasrate Dil Ko Mitane Aaye HaiHum Apni Dil Ki Lagi Ko Bujhane Aaye HaiKareem Hai Wo Nigah E Karam Se DekhengeHai Daagh-Daagh Dil Apna Dikhane Aaye HaiHuzoor Bahre Khuda Daastaan E Ghum Sun LeGhum E Firaaq Ka Kissa Sunane Aaye HaiNigaah E Lutf O Karam Hogi Aur Fir HogiKi Zakhm E Dil Pe
Hum Dare Yaar Pe Dil Apna Jhuka Lete Hai
Hum Dare Yaar Pe Dil Apna Jhuka Lete HaiSach Batana Ay Duniya Tera Kya Lete HaiPattharo Tum To Ho Patthar Aur Mere AaqaTumse Gar Chahe To Kalmah Bhi Padha Lete HaiWaqt Ki Qaid Nahi Hai Ye Karam Ki BaateinJab Bhi Sarkaar Ki Marzi Ho Bula Lete HaiUsko Aankho Me Bithate Hai Zamane WaleJisko Mehboob e
Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
Hamaray Aaqa hamaray Moula Imam e Azam Abu Hanifa Hamaray Muljaa hamaray Maa’wa Imam e Azam Abu Hanifa Tum hi ko Maana, Tum hi ko Jana, Tumhi tou Sub k Imam Thehray Mila na koi Imam Tum sa Imam e Azam Abu Hanifa Zamanay bhar ne Zamanay bhar mein bohat tajassus kia hay lekin Mila
Haajiyo Aawo Shahenshah Ka Roza Dekho (with audio)
Haajiyo Aao Shahenshah Ka Roza Dekho Kaaba To Dekh Chuke Kaabe Ka Kaaba Dekho Rukn E Shaami Se Miti Wah’shate Shaame Ghurbat Ab Madine Ko Chalo Subhe Dil Aaraa Dekho Aabe Zam-Zam To Piyaa Khoob Bujhaa-Ee Pyaase Aao Joode Shahe Kowsar Ka Bi Darya Dekho Zayre Mizaab Mile Khoob Karamke Cheente Abre Rehmat Ka Yaha
Hai Kalaam-E-Ilahi Me Shams-O-Duha (with audio)
Hai kalaam e Ilahi me Shamsuz’zuha, Tere chehre Noore Faza ki qasamQasam e Shab e taar me raaz yeh tha, ke Habeeb ki zulfe duta ki qasam Tere Khulq ko HAQ ne azeem kaha, Teri khilq ko HAQ ne jameel kiyaKoee Tujh sa huwa hai na hoga Shaha, Tere Khaliqe husn o ada ki qasam
Haqeeqat Me Woh Lutfe Zindagi Paya Nehi Karte (with Audio)
Haqeeqat me woh lutfe zindagi paya nehi karte,jo yaad e Mustafa صلی اللہ علیہ وسلم se dil ko garmaya nehi karte ZabaN parr shikwae ranj o alam laya nehi karte,Nabi صلی اللہ علیہ وسلم ke naam lewa gham se gabraya nehi karte yeh he darbaar Aqa صلی اللہ علیہ وسلم ka yahaaN milta he bemange, are nadaN yahaan daman
Har waqt Tasaw’wur mein Madine ki gali ho (with audio)
Har waqt Tasaw’wur mein Madine ki gali hoAur yaad Muhammed ki mere dil mein basi ho Do soz Bilaal AQA mile dard Raza saSarkaar ata ishq Owais-e-Qarni ho Ai kaash! mai banjaoon Madine ka musafirPhir roti huwi Taibah ko baraat chali ho Phir Rehmat-e-Bari se chaloon soo-e-MadinaAi kaash! muqaddar se mayas’sar woh ghadi ho Jab