Karte Hain Jinn O Bashar Har Waqt Charcha Ghaus Ka Baj Raha Hai Chaar Soo A’alam Mein Danka Ghaus Ka Naar e Dozakh Se Bachayega Sahaara Ghaus Ka Le Chalega Khuld Mein Adnaa Ishaara Ghaus Ka Naz’a Mein Marqad Mein Mahshar Mein Madad Farmayenge Ho Chuka Hai Ahad Pehle Hi Hamara Ghaus Ka Khaaliq E
Ye Shehr E Mustafa Hai, Madina Kareem Hai Sab Ko Nibha Raha Hai, Madina Kareem Hai Kyun Na Kareem Ho Ye Ki Aaqa Kareem Ka Maskan Jo Ban Gaya Hai, Madina Kareem Hai Phayla Ke Apni Baa(n)hein Bulaata Hai Baar Baar Rehmat Ka Daayra Hai, Madina Kareem Hai Tukdon Pe Un Ke Palte Hain Shaah
Talab Ka Munh To Kis Qaabil Hai Ya Ghous
Talab Ka Munh To Kis Qaabil Hai Ya Ghous Magar Tera Karam Kaamil Hai Ya Ghous Duhaayi Ya Muhiyuddee(N) Duhaayi Balaa Islam Par Naazil Hai Ya Ghous Woh Sangee(N) Bid’ate Woh Teziye Kufr Ki Sar Par Taig Dil Par Sil Hai Ya Ghous Azooman Qaatilan Indal Qitaali Madad Ko Aa Dame Bismil Hai Ya Ghous
Noori Mehfil Pe Chaadar Tanee Noor Ki
Noori Mehfil Pe Chaadar Tanee Noor Ki Noor Phayla Huwa Aaj Ki Raat Hai Chandni Mein Hain Dubey Huwe Do Jahaa(N) Kaun Jalwa Numa Aaj Ki Raat Hai Farsh Par Dhoom Hai Arsh Par Dhoom Hai Badnasibi Hai Uski Jo Mehroom Hai Phir Mile Gi Yeh Shab Kis Ko Maloom Hai Aam Lutf E Khuda
Tera Naam Khwaja Moinuddeen
Tera Naam Khwaja Moinuddeen Tu Rasool E Paak ﷺ Ki Aal Hai Teri Shaan Khwaja E Khwajgaa(n) Tujhe Be-kaso Ka Khayal Hain Mera Khwaja Ata E Rasool ﷺ Hain Wo Bahaar E Chisht Ka Phool Hain Wo Bahaar E Gulshan E Fatima Chaman E Ali Ka Nihaal Hain Main Gada E Khwaja E Chisht Hu
Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Unki Rasaai Hai
Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Unki Rasaai Hai Gar Unki Rasaai Hai Lo Jab To Ban Aayi Hai Machla Hai Ke Rehmat Ne Ummeed Bandhaai Hai Kya Baat Teri Mujrim Kya Baat Banaai Hai Sab Ne Saf E Mehshar Mein Lalkaar Diya Hum Ko Aye Bekaso(N) Ke Aaqa Ab Teri Duhaai Hai
Tum Chalo Hum Chalein Sab Madine Chalein
Tum Chalo Hum Chalein Sab Madine Chalein Jaanib E Taybah Sab Ke Safeene Chalein Maikasho! Aao Aao Madine Chalein Baada E Khuld Ke Jaam Peene Chalein Jee Gaye Wo Madine Mein Jo Marr Gaye Aao Hum Bhi Wahaa(N) Mar Ke Jeene Chalein Taahir E Jaa(N) Madine Ko Jab Udd Chalaa Zindagi Se
Tumhaare Dar Pe Jo Main Baryaab Ho Jaau
Tumhaare Dar Pe Jo Main Baryaab Ho Jaau Qasam Khuda Ki Shaha Kaamyaab Ho Jaau Jo Paau Bosa E Paa E Huzoor Kya Kehna Main Zarra Shams O Qamar Ka Jawab Ho Jaau Meri Haqeeqat E Faani Bhi Kuch Haqeeqat Hai Maru(n) To Aaj Khayal Aur Khwaab Ho Jaau Jahaan Ke Qaus
Hai Lab E Isa Se Jaa(n) Bakhshi Nirali Haath Mein
Hai Lab E Isa Se Jaa(n) Bakhshi Nirali Haath Mein Sang Reze Paate Hai Sheeri(n) Maqaali Haath Mein Be Nawaaon Ki Nigaahein Hain Kahaa Tehreer E Dast Reh Gayi Jo Paa Key Jood E Laa Yazaali Haath Mein Kya Lakeero(n) Mein Yadullah Khat Sar O Aasa Likha Raah Yu(n) Iss Raaz Likhne Ki
Nabi Ka Saani Nahi Hai Dhundhte Reh Jaoge
Nabi Ka Saani Nahi Hai Dhundhte Reh Jaoge Noor Ka Aisa Sarapa Dhundhte Reh Jaoge Saaya Mere Mustafa Ka Dhundhte Reh Jaoge Naat Ki Aadat Humein Jannat Talak Le Jayegi Tum Kitabo Mein Hawala Dhundhte Reh Jaoge Shamiyana E Muhammad Hashr Mein Dega Panah Munkiro Uss Din Bhi Saaya Dhundhte Reh Jaoge Sar Kataye Ghar