Karte Hain Jinn O Bashar Har Waqt Charcha Ghaus Ka Baj Raha Hai Chaar Soo A’alam Mein Danka Ghaus Ka Naar e Dozakh Se Bachayega Sahaara Ghaus Ka Le Chalega Khuld Mein Adnaa Ishaara Ghaus Ka Naz’a Mein Marqad Mein Mahshar Mein Madad Farmayenge Ho Chuka Hai Ahad Pehle Hi Hamara Ghaus Ka Khaaliq E
Category: Manqabat
Talab Ka Munh To Kis Qaabil Hai Ya Ghous
Talab Ka Munh To Kis Qaabil Hai Ya Ghous Magar Tera Karam Kaamil Hai Ya Ghous Duhaayi Ya Muhiyuddee(N) Duhaayi Balaa Islam Par Naazil Hai Ya Ghous Woh Sangee(N) Bid’ate Woh Teziye Kufr Ki Sar Par Taig Dil Par Sil Hai Ya Ghous Azooman Qaatilan Indal Qitaali Madad Ko Aa Dame Bismil Hai Ya Ghous
Tera Naam Khwaja Moinuddeen
Tera Naam Khwaja Moinuddeen Tu Rasool E Paak ﷺ Ki Aal Hai Teri Shaan Khwaja E Khwajgaa(n) Tujhe Be-kaso Ka Khayal Hain Mera Khwaja Ata E Rasool ﷺ Hain Wo Bahaar E Chisht Ka Phool Hain Wo Bahaar E Gulshan E Fatima Chaman E Ali Ka Nihaal Hain Main Gada E Khwaja E Chisht Hu
Ghous E Azam Main Gunahgaar Hu Shay’An Lillah
Ghous E Azam Main Gunahgaar Hu Shay’An Lillah Sakht Badkaaro Khatawaar Hu Shay’An Lillah Aapke Hijr Ka Beemar Hu Shay’An Lillah Taalib E Sharbat E Deedar Hu Shay’An Lillah Mere Sultaan Main Nadaar Hu Shay’An Lillah Be-kas O Be-bas O Laachaar Hu Shay’An Lillah Ay Mere Chaand Ujala Ho Meri Jaanib Bhi Sakht Zulmat Main
Al Amaan Qeher Hay Aay Ghaus Woh Teekha Teraa
Al Amaan Qeher Hay Aay Ghaus Woh Teekha Teraa, Mar Key Bhi Chain Sey Sotaa Nahin Maara Teraa. Baadalon Sey Kahin Rukti Hay Karakti Bijlee, Dhaalein Cheent Jaati Hain Uthta Hay Jo Tegha Teraa. Aks Ka Dekh Key Munh Aur Biphar Jaata Hay, Chaar Aaina Key Bal Ka Nahin Nezaa Teraa. Koh-E-Sar Mukh Ho To
Tu Hay Woh Ghaus Key Har Ghaus Hay Shaida Teraa
Tu Hay Woh Ghaus Key Har Ghaus Hay Shaida Teraa, Tu Hay Woh Ghais Key Har Ghais Hay Pyaasa Teraa. Sooraj Aglon Key Chamaktey Thay Chamak Kar Doobe, Ufaq-E-Noor Pey Hay Mehr Hamesha Teraa. Murgh Sab Boltey Hain Bol Key Chup Rehte Hain, Haan Aseel Ek Nawa Sanj Rahega Teraa. Jo Wali Qabl Thay Ya
Waah Kya Martaba Aay Ghaus Hay Baala Teraa
Waah Kya Martaba Aay Ghaus Hay Baala Teraa, Oonche Oonchon Key Saron Sey Qadam Aa’laa Teraa. Sar Bhalaa Kya Koi Jaane Key Hay Kaisa Teraa, Auliya Malte Hain Aankhein Woh Hay Talwaa Teraa. Kya Dabe Jis Pey Himaayat Ka Ho Panjah Teraa, Sher Ko Khatre Me Laata Nahin Kuttaa Teraa. Tu Husaini Hasani Kyoon Nah
Aseero Ke Mushkil Kusha Gaus e Aazam
Aseero Ke Mushkil Kusha Gaus e Aazam Faqeeron Ke Haajat Rawaa Gaus e Aazam Ghira Hai Balaaoñ Meiñ Bandaa Tumhara Madad Ke Liye Aao Ya Gaus E Aazam Tere Haath Meiñ Haath Maine Diya Hai Tere Haath Hai Laaj Ya Gaus E Azam Mureedoñ Ko Khatra Nahiñ Behre Gam Se Ke Bede Ke Haiñ Naakhuda
Meem E Madina Marehra Ki Qismat Hai
Meem E Madina Marehra Ki Qismat HaiIss Ghumbad Ko Uss Ghumbad Se Nisbat HaiKhali Jholi Le Kar Mangta Aaye HainHazrat E Qasim Ki Jaanib Se Daawat HaiYaha Se Jo Khaali Lauta Khali Hi RahaHan Han Aisa Saksh Bada Bad-Qismat HaiDekho Ye Kaisa Noorani Chehra HaiMurshid Ka Deedar Bhi Ek Ibadat HaiUnke Murshid Unke Upar Naaz
Baagh E Jannat Kay Hain Behr-E-Madh-Khwaan-E-Ahle Bayt With English Translation
Baagh E Jannat Kay Hain Behr-E-Madh-Khwaan-E-Ahle BaytTum ko muzhdah naar ka aay dushmanaan e Ahle BaytGardens of Jannah await those who Praise the Ahle BaytTidings of fire for you, O. enemies of the Ahle BaytKis zabaan se ho bayaan ‘izz o shaan e Ahle BaytMadh goye Mustafa hain madhkhwaan e Ahle BaytHow does one explain