Kaabe Key Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood

Kaabe Key Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood, Taibah Key Shamsudduha Tum Pe Karoron Durood. Shaafa’-E-Roz-E-Jazaa Tum Pe Karoron Durood, Daafa’-E-Jumlah Balaa Tum Pe Karoron Durood. Jaan-O-Dil-E-Asfiya Tum Pe Karoron Durood, Aab-O-Gil-E-Ambiya Tum Pe Karoron Durood. Laayei(n) To Yeh Doosraa Dawsaraa Jis Ko Mila, Kooshak-E-’Arsh-O-Danaa Tum Pe Karoron Durood. Aur Koi Ghaib Kya Tum Sey

Read More

Tu Shamme Risalat Hain

Tu Shamme Risalat Hain A’alam Tera Parwana Tu Mahe Nubuvvat Hain Ay Jalwa E Janana Jo Saaqi E Kausar Ke Chehre Se Nikaab Uththe Har Dil Bane Maikhana Har Aankh Ho Paymana Dil Apna Chamak Utthe Imaan Ki Tal’at Se Kar Aankhein Bhi Noorani Ay Jalwa E Jaanana  Kyu Zulfe Muambar Se Kooche Na Mahak

Read More