Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Gumbad Dekh KarKaif Taari Hai Qalam Par Sabz Gumbad Dekh KarHai Muqaddar Yaawri Par Sabz Gumbad Dekh KarPhir Na Kyun Jhoomay Sana Gar Sabz Gumbad Dekh KarMasjid-e-Nabwi Pe Pohonchay Marhaba Sallay AlaHo Gaya Jaari Zuban Par Sabz Gumbad Dekh KarAap Se Buss Aap Hee Ko Mangta Hai Ya NabiAapka Adna
Lab Par Naat E Pak Ka Nagma
Lab Per Naat-e-Pak Ka Naghma Kal Bhi Tha Aur Aaj Bhi HaiMere Nabi Se Mera Rishta Kal Bhi Tha Aur Aaj Bhi HaiAur Kissi Jaanib Kyun Jayein Aur Kissi Ko Kyun DekheinApna Sab Kuch Gumbad-e-Khizra Kal Bhi Tha Aur Aaj Bhi HaiPust Woh Kaisay Ho Sakta Hai Jiss Ko Haq Ne Buland KiyaDono Jahan Mein
Main Sadqe Ya Rasulallah صلی اللہ علیہ وسلم
Sallay Ala Nabiyenna Sallay Ala MuhammadinSallay Ala Shafiyena Sallay Ala Muhammadin Mujh Pe Maula Ka Karam Hai Unki Naatein Parhta HoonDaaman Apna Rub Ki Rehmat Se Mein Har Dum Bharta Hoon Mein Sadqay Ya RasoolAllahMein Sadqay Ya HabibAllah Dhoom Unn Ki Naa Khuwaani Ki Machatay JayeingeYa RasoolAllah Ka Na’ra Lagatay Jayeinge Na’t Khuwaani Maut Bhi
Meri Dhadkan Me Ya Nabi صلی اللہ علیہ وسلم
Meri Dharkan Mein Ya NabiMeri Saanson Mein Ya NabiYa Nabi Ya Nabi Ya Nabi Koi Guftugu Ho Lab Par Tera Naam Agaya HaiTeri Midha Kartay Kartay ye Maqaam Agaya HaiDar-e-Mustafa Ka Manzar Meri Chasm-e-Tar Ke AndarKabhi Subhu Agaya Hai Kabhi Shaam Agaya HaiYe Talab Thei Ambiya Ki Rukh-e-Mustafa Ko DekheinYe Namaz Ka Waseela Unhe Kaam
Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye
Tarap Raha Hoon Madinay Ki Haazri Ke Liye Sahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye Huzoor Aisa Koi Intizaam Ho Jaye Salaam Ke Liye Haazir Ghulam Ho Jaye Naseeb Walon Mein Mera Bhi Naam Ho Jaye Jo Zindagi Ki Madinay Mein Shaam Ho Jaye Mein Shaad Shaad Maronga Agar Dum-e-Aakhir Zubaan Pe Jaari Muhammad Ka Naam
SARKAAR KE QADMO MEIN
Allah Ne Pohnchaya Sarkar Ke Qadmon Mein Sud Shukar Keh Mein Phir Aaya Sarkar Ke Qadmon Mein Rud Kaisay Bhala Hogi Ab Koi Dua Meri Mein Rub Ko Pukar Aaya Sarkar Ke Qadmon Mein Kuch Kehne Se Pehle Hee Puri Hoi Har Khuwahish Jo Socha Wohi Paaya Sarkar Ke Qadmon Mein Kuch Lamhay Huzoori Ke
Ya Nabi صلی اللہ علیہ وسلم Dekha Ye Rutba
Ya Nabi Dekha Ye Rutba Aapki Naalein Ka Arsh Ne Chooma Hai Talwa Aapki Naalein Ka Aapki Khidmat Ka Mujhko Kaash Mil Jaata Sharaf Baandhta Haathon Se Tasma Aapki Naalein Ka Aapke Qadmon Ki Narmi Qalb Par Mehsoos Ki Jab Bhi Mein Ne Naqsh Dekha Aapki Naalein Ka Hashr Mein Jab Log Choomay Aapka Dust-e-Karam
Shah E Wala Mujhe Taibah Bulalo
Shah-e-Wala Mujhe Taiba BulaloTaiba Bulalo Mujhe Taiba BulaloDeyorri Ka Apni Kutta BanaloQadmon Se Apne Mujhko Lagalo Sadqay Mein Sadqay Mein Sadqay BulaloFurqat Ke Maaron Ko Piyare Jila LouPyare Jila Lou Mujhe Aaqa Jila LouMaula Jila Lou Mujhe Aaqa Jila Lou Duniya Ke Jhagron Se Yaksar Chura KarGhayron Ki Ulfat Ko Dil Se Mita KarShah-e-Wala Mujhe
Habeeb E Khuda Ka Nazara Karu Main
Habeeb-E-Khuda Ka Nazara Karoon MeinDil-O-Jaan Unn Per Nisara Karoon Mein Teri Kafsh-E-Paa Yoon Sanwara Karoon MeinKe Palkon Se Uss Ko Bohara Karoon Mein Khudara Ab Aao Ke Dum Hai Labbon PerDum-E-Waapsi Tou Nazara Karoon Mein Teray Naam Per Sar Ko Qurbaan KarkeTere Sar Se Sadqay Utara Karoon Mein Ye Ek Jaan Kia Hai Agar Ho
BAKHT-E-KHUFTA NE
Bakht-E-Khufta Ne Mujhe Rauzay Pe Jaanay Na DiyaChashm-O-Dil Seenay Kaleyje Se Laganay Na Dia Aah! Qismat Mujhe Duniya Ke Ghamon Ne RokaHaaye! Taqdeer Keh Taiba Mujhe Jaanay Na Dia Itna Kamzor Kiya Zoa’afa E Quwa Ne Mujh Ko Paanv To Paanv Mujhe Sarr Bhi Uthane Na Diya Kabhi Beemar E Muhabbat Bhi Hue Hai AchheRoz