Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai, Teri Rah Main Akhiyan Bichchate BichchateTeri Hasraton Main,Teri Chahton Main Bade din Howe Ghar Sajaate SajaateMera Yeh hai Emaan,Yeh Mera Yakeen Hai -Mere Mustafa Sa Na Koi Haseen HaiKe Rukh Unka Dekha Hai Jabse Qamar Ne Nikalta Hai Moo Ko Chupate ChupateQayamat Ka Manzar Bada Purkhatar Hai –
Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate Hain
Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate HainAate Hain Wohi Jin Ko, Sarkar Bulate HainWoh Log Khuda Shahid, Qismat Ke Sikandar HainJo Sarware Alam Ka, Milad Manate HainAqa Ki Sanah Khwani, Dar Asl Ibadat HaiHum Naat Ki Surat Mein, Qur’an Sunate HainJin Ka Bhari Duniya Mein, Koi Bhi Nahin WaliUnko Bhi Mere Aqa, Sine Se Lagate
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa
Koi saleeqa hai aarzoo ka, na bandagi meri bandagi haiYeh sab tumhara qaram hai aaqa keh baat ab tak bani hui hai Kissi ka ehsan kyon uthain, kissi ko haalat kyon batainTumhein se mangein gey tum hi do gey, tumhare dar se hi loo lagi hai Ata kiya mujh ko darde-ulfat, kaha thi yeh pur
Zikr – E – Kherulwara
Zikr e kherulwara bay khatar kijiayHaan yahi kaam shaam o sahar kijiay Chaahtay ho jo barsay karam ki ghattaaAap kay ghar bhi a-ayn habeeb e khudaNaat say roashni apnay ghar kijiay Gham milay ya kay haasil ho koii khushiLab pay jaari rahay ya nabi ya nabiIss taraah zindgaani basar kijiay Har taraf say ghulaamon ki
JAB GUMBAD-E-KHIZRA PE WOH PEHLI NAZAR GAYI (with Audio)
Jab Gumbad-e-Khizra Pe Woh Pehli Nazar Gayi Aankhon Ke Raastay Mere Dil Mein Uttar Gayi Sar Kham Tha Lab Khamoosh Thay Aankhein Thein Ashkbaar Ik Sa’at-e-Bedaar Thei Jou Ke Guzar Gayi Barsi Thei Iss Qadar Ke Naha Sa Gaya Udher Woh Barish-e-Karam Mere Daaman Ko Bhar Gayi Taiba Se Lautna Kissi Aashiq Se Poochiye Aisa
Jalwa Hai Noor Hai Ke Sarapa Raza Ka Hai
Jalwa Hai Noor Hai Ke Sarapa Raza Ka HaiTasweer-e-Sunniyat Hai Ke Chehra Raza Ka HaiWadi Raza Ki Koh Hai Himala Raza Ka HaiJis Samt Dekhiye Who ilaqa Raza Ka Hai Dastaar Arahi Hai Zameen Par Jo Sar UtheItna Buland Aaj Harayra Raza Ka Hai Kis Ki Majaal Hai Jo Nazar Bhi Mila SakayDarbar-e-Mustafa sallallahu alaihe
Chand Se Unke Chehre Par Ghesue Mushk Faam Do
Chand Se Unke Chehre Par Ghesue Mushk Faam DoDin Hai Khila Hua Magar Waqte Sahar Hai Sham DoTalwo Se Unke Chaar Chand Lag Gaye Mahromah KoHai Yeh Unhi Ki Tabishe Aur Hain Unhi Ke Naam DoHaatho Se Chaar Yaar Ke Hum Ko Milenge Chaar JaamDaste Hasan Husain Se Aur Milenge Jaam DoUnki Jabeen E Naaz
Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho
Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha HoSeene Pe Tasalli Ko Tera Haath Dhara HoGar Waqte Ajal Sir Teri Chaukhat Pe Jhuka HoJitni Ho Qaza Ek Hi Sajde Me Ada HoTum Zaat E Khuda Se Na Judaa Ho Na Khuda HoALLAH Ko Ma’alum Hai Kya Jaaniye Kya HoYe Kyu Kahu Mujhko Ye Ataa Ho
Qalb Ko Uski Rooyat Ki Hain Aarzu
Qalb Ko Uski Rooyat Ki Hain AarzuJiska Jalwa Hain Aalam Me Har Chaar SuBalki Khud Nafs Me Hain Wo SubhanuhuAsrh Par Hai Magar Arsh Ko JustujuALLAHU ALLAHU ALAHU ALLAHUArsh Farsh Wa Zamaan Wa Jehat Ay KhudaJis Taraf Dekhta Hu Hai Jalwa TeraZarre Zarre Ki Aankhon Me Tu Hi ZiyaQatre Qatre Ki Tu Hi To Hain
Qadam qadam pe Khuda ki madad pohanchti hai
qadam qadam pe Khuda ki madad pohanchti haidurood se mere dil ko rasad pohanchti hai ye aasmaan bhi wahan tak nahi pohanch saktajahan tak aap k qadmon ki hadd pohanchti hai sir apna paaye risalat ma’aab per rakh doonto aasmaan pe bulandi-e-qadd pohanchti hai juloos-e-ishq-e-nabi ka ho jis taraf se guzarmere junoon ko bhi lay