Ghum Ho Gaye Beshumar Aaqa Banda Tere Nisaar Aaqa Bigda Jaata Hai khel mera Aaqa Aaqa Savaar Aaqa Manjdhaar Pe Aake Naav Tuti De Haath Ki Hu Main Paar Aaqa Tuti Jati Hain Peeth meri Lillah Ye Bojh Utaar Aaqa Halka Hai Agar Hamara Palla Bhari Hain Tera Waqar Aaqa Majboor Hain Hum To Fikr
Tu ne batil ko mitaya hai imam ahmed raza
Tu ne batil ko mitaya hai imam ahmed razadeen ka danka bajaya hai imam ahmed raza dour-e-batil aur zalalat hind me tha jis ghaditu mujadded ban ke aaya ae imam ahmed raza ahle sunnat ka chaman ujda huva veeran thapheer utha tu jab ke aaya ae imam ahmed raza tu ne baatil ko mita kar
Gunahon ki adat churah meray Mowla (with audio)
Gunahon ki adat churah meray Mowla,mujhay naik insaan bana meray Mowla Meri saabiqa har khatha meray Mowla,thu Rehmath sey apni mita meray Mowla Thu qudrath say apni badal naikyon sey,har ik meri laghzish khata meray Mowla mujhay naik insaan bana meray Mowla Jo Thuj ko jo Teray Nabi ko pasand hai,mujhay aisa bandhah bana meray
Haajiyo Aawo Shahenshah Ka Roza Dekho (with audio)
Haajiyo Aao Shahenshah Ka Roza Dekho Kaaba To Dekh Chuke Kaabe Ka Kaaba Dekho Rukn E Shaami Se Miti Wah’shate Shaame Ghurbat Ab Madine Ko Chalo Subhe Dil Aaraa Dekho Aabe Zam-Zam To Piyaa Khoob Bujhaa-Ee Pyaase Aao Joode Shahe Kowsar Ka Bi Darya Dekho Zayre Mizaab Mile Khoob Karamke Cheente Abre Rehmat Ka Yaha
Haqeeqat Me Woh Lutfe Zindagi Paya Nehi Karte (with Audio)
Haqeeqat me woh lutfe zindagi paya nehi karte,jo yaad e Mustafa صلی اللہ علیہ وسلم se dil ko garmaya nehi karte ZabaN parr shikwae ranj o alam laya nehi karte,Nabi صلی اللہ علیہ وسلم ke naam lewa gham se gabraya nehi karte yeh he darbaar Aqa صلی اللہ علیہ وسلم ka yahaaN milta he bemange, are nadaN yahaan daman
Hai Kalaam-E-Ilahi Me Shams-O-Duha (with audio)
Hai kalaam e Ilahi me Shamsuz’zuha, Tere chehre Noore Faza ki qasamQasam e Shab e taar me raaz yeh tha, ke Habeeb ki zulfe duta ki qasam Tere Khulq ko HAQ ne azeem kaha, Teri khilq ko HAQ ne jameel kiyaKoee Tujh sa huwa hai na hoga Shaha, Tere Khaliqe husn o ada ki qasam
Har waqt Tasaw’wur mein Madine ki gali ho (with audio)
Har waqt Tasaw’wur mein Madine ki gali hoAur yaad Muhammed ki mere dil mein basi ho Do soz Bilaal AQA mile dard Raza saSarkaar ata ishq Owais-e-Qarni ho Ai kaash! mai banjaoon Madine ka musafirPhir roti huwi Taibah ko baraat chali ho Phir Rehmat-e-Bari se chaloon soo-e-MadinaAi kaash! muqaddar se mayas’sar woh ghadi ho Jab
Ishq Ke Rang Me Rang Jao Mere Yaar (with audio)
Ishq ke rang me rang jaein jab afkaar to khulte hein ghulaamon pe wo asraar ke rehte hein wo tawseef sanaae shahe abraar me har lehzaa Guhar baar Warna Wo Sayyade Aale Nasabi han Wohi Ummi Laquabi Hashmi o Motalabi o Arabi o Qarashi o Madani aur kahan hamse gunahgaar Aarzoo ye he ke ho
Khairul Bashar Par Lakho Salam (salaam) (with audio)
Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Jinno Malaek Tere Ghulam Sab se siwa hai Tera Muqaam Yaseen O Taha Tere hi naam Ala se Ala Tera Muqaam Sab Ambiya ka Tu hai IMAM Kul Aulia hai Tere Ghulam Arshe baree tak charcha Tera Shams o Qamar hai Sadqa Tera Yeh mahe
Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa (with audio)
Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa, Anwaar Ka Alam Kya HogaHar Koee Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Alam Kya Hoga Ek Simt Ali Ek Simt Umar, Siddiq Idhar Uthmaan UdharIn Jug Mug Jug Mug Taraun May, Sarkaar Ka Alam Kya Hoga Jis Waqt Haleemah Ki Godi, Anwaare Khuda Say Raushan ThiUs Waqt Haleemah Daee