Sarkaare Ghaus E A’zam, Nazre Karam Khudaara Mera Khaali Kaasa Bhar Do, May Faqir Hu Tumhara Maula Ali Ka Sadqa, Gange Shakar Ka SadqaMeri Laaj Rakhna Mira, May Faqir Hu Tumhara Mira Bane Hai Dulha, Shaadi Rachi Hui Hai Sab Auliya Baraati, Kya Khoob Hai Nazara Jholi Ko Meri Bhardo, Warna Kahegi DuniyaAise Sakhee Ka Mangta, Phirta
Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabanaAa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana. Kyu aankh milayi thi, kyoon aag lagayi theeAab rukh ko chupa baithay kar kay mujhay deewana. Zahid meri kismat mein sajday hain usi dar kayChuta hai na chuthay ga sange dar e janana. Kiya lutf ho mehshar mein main shikway
Manqabat e taaj ush shariyath
Peer-e-bar’haq murshid-e-zeeshan hain AKHTAR RAZAAHL-E-SUNNAT ki akele jaan hain AKHTAR RAZA!Mufti-e-azam k khwabo’n ki haseen tabir haiBul’hussain-o-ahmedi faizan hai AKHTAR RAZAHai zamane mei musalla unki ilmi shaksiyathNajdiyo’n k waastay chattan hai AKHTAR RAZAHaat ay ulfat mera hai AZHARI k haat meiMeri baqshish ka haseen samaan hai AKHTAR RAZA!
Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu (complete)
Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu Zarra Tera Jo Ay Shahe Gardu Janaab Hu Durre Najaf Hu Gohare Paak E Khushab Hu Yani Turaabe Rah guzare Bu turab Hu Gar Aankh Hu To Abr Ki Chashme Par Aab Hu Dil Hu To Bark Ka Dile Pur Izteraab Hu Khooni Jigar Hu Ta-ir E Be
Salle Ala Nabi Ye Na Sale Ala Mohammadin
Salle ala nabi ye na sale ala MohammadinSalle ala shafiye na sale ala Mohammadin Ham bhi Madine jaye gei ajj nahi to kal sahiAqa hamme bulaye gei ajj nahi to kal sahi Galiyoun mein ghum ghum kar Khakhe Madina chum karNazroun se ham lagaye gei aaj nahi to kal sahi Dekha jo Un ko baanethe
Arsh Ki Aql Dang Hai Charkh Pe Asmaan Hai
Arsh Ki Aql Dang Hai Charkh Pe Asmaan HaiJane Muraad Ab Kidhar Haye Tera Makaan Hai Bazme Sana E Zulf Me Meri Aruse Fikr KoSaari Bahaar E Hasht Khuld Chota Sa Itrdaan Hai Arsh Pe Jaake Murge Aql Thak Ke Gira Gash Aa GayaAur Abhi Manzilo Pare Pehla Hi Aastan HaiArsh Pe Taaja Cher Char
Chamak Tujhse Paate Hain Sab Paane Waale
Chamak Tujhse Paate Hain Sab Paane WaaleMera Dil Bhi Chamka De Chamkane WaaleBarasta Nahi Dekh Kar Abr E RehmatBadoo(n) Par Bhi Barsa De Barsane WaaleMadine Ke Khitte Khuda Tujhko RakhheGhareebo Faqeero Ke Thehrane WaaleTu Zinda Hai WALLAH Tu Zinda Hai WALLAHMere Chashme Aalam Se Chup Jaane WaaleMe Mujrim Hu AAQA Mujhe Saath Le LoKe Raste Me Hai Jaa
Kaabe ke rounaq Kaabe ka manzar
Kaabe ke rawnaq Kaabe ka manzarAllahu Akbar Allahu AkbarDekhon tu dekhe jaon barabarAllahu Akbar Allahu Akbar Hamd-e-Khuda say tar hein zubaane kaano mein russ gholtee hein AzaaneBas ik sadaa aarahi he baraabarTere haram ki kya baat Mawla tere karam ki kya baat MawlaTa umar karde aana muqaddarMaangi hein mein ne jitnee duaemanzoor hongi maqbool hongiMeezab-e-Rehmat he mere
Ay saba Mustafa se kehdena gham ke maare salam kehte hein,
Ay saba Mustafa se kehdena gham ke maare salam kehte hein, Yaad karta hein tum ko sham-o-sahar, dil hamare salam kehte hein, Allah Allah Huzur ki baatein, marhaba Rung-o-Noor ki baatein, Chand jinki balaye leta hai, aur taare salam kehte hein, Jab Muhammad ka naam aata he, rahmaton ka payaam aata he, Lab hamare Durood
Bari umeed hai Sarkar qadmon mein bulayenge
Bari umeed hai Sarkar qadmon mein bulayengeKaram ki jab nazar ho gi Madine hum bhi jayenge Agar jaana Madine mein huwa hum gham ke maaron kamakeene Gumbad-e-Khazra ko haal-e-dil sunayenge Kasam Allah ki ho ga woh manzar deed ke qabilQayamat mein Rasulallah jab tashreef layenge Qayamat tak jagayenge na phir Munkar Nakeer uskoLahad mein wo