Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka Jal Raha Tha Jala Hai Jalega Maslak E Aala Hazrat Ka Naara Lag Raha Hai Hamesha Lagega Bughzo Keena Ka Chashma Laga Kar Najdiyo Ne Likha Jo Chupa Kar Aam Hazrat Se To Chup Gaya Hai Aala Hazrat Se Kaise Chupega Baadaza Jiski Duniya Me Shohrat Hai Raza
Rehbar o Taaj e Shariat Hai Aaaj Bhi
Rehbar o Taaj e Shariat Hai Aaaj Bhi, MoHsin-e-Kul AhleSunnat Hai Aaaj Bhi. Jo Bolte Hai Aap-Ke Khilaf Aaj Bhi, Sab Fatwo Se Bhari Hai Fatwa Aaj Bhi. Or Se Khilafat Aa-sani Se Milti Hai Aaj Bhi, ilm Walo ko Ba-Mushkil se-mil-ti hai Khilfat Aaj bhi. Jo iIm Se Gumrah Karte Hai Sunni Ko Aaj bhi,Us Pe Farooq
Wo Meri Jaan bhi Jaan ki Jaan bhi
Wo Meri Jaan bhi Jaan ki Jaan bhiWo Iman bhi Ruhe Iman bhiMahbate wahi-E-Aayate Quraan bhiAur Quraan bhi Ruhe Quraan bhiKya Bataoon Qayamat ka main majraRehmato- Ghaflato ka hai ik markaDil ko unki Shafa’at pe Iman bhiAqal apne kiye par pashemana bhiIk Din Naz pe Aapne Yun kahaTu bata Ta-ire Sidaratul MuntahaHai tere samne Aalame
Zahe Bakht Mil jaye Wo aastana
Zahe Bakht Mil jaye Wo aastanaJaha Zuk gayi hai jabine zamanaNahi hu Talabgare Andaze ZahidHamara ho har ik qadam HaidranaFalak ko bhi Rond aye mera nasibaTera Ik Ishara ho Shahe ZamanaFirake Muhammad main Aansu Bahakar mujhe Aagaya daimi muskuranaTere Dast pe Chasma E Tishna-Laba haiIdhar sakiya! Jame Rangi BarhanaTere Ik Ishare pe ho jaye AasaKhatarnak tufa
Soona Jungle Raat Andheri Chaayi Badli Kaali Hai
Soona Jungle Raat Andheri Chaayi Badli Kaali HaiSone Wale Jaagte Rahiyo Choron ki Rakhwali HaiAnkh Se Kajal Saaf Chura Lain Yan Woh Chor Bala Ke HaiTeri Takri Takee Hai Aur Tu Ne Neend Nikali HaiYeh Jo Tujh ko Bulata Hai Yeh Thag Hai Maar Hi Rakhe GaHye Musafir Dam Main na Ana Mat Kaisi Matwali
Fida kr Ishq-e-Nabi par jaan
Fida kr Ishq-e-Nabi par jaanmuqammal karle tu Iman zamana yaad karegaJab yaad Nabi ki aati hai ik kaif sa aalam hota haijab zikre Nabi chhid jata hai ik wajd ka mosam hota haiYahi to kahta hai Qur’an k Aaqa hai jaan-e-Imanzamana yaad karega zamana yaad karegaSarkar se tu hai door magar Sarkar to tujh se
bahar-e jaan(n) fiza tum ho, nasim-e gulsita(n) tum ho
bahar-e jaan(n) fiza tum ho, nasim-e gulsita(n) tum hobahar-e bagh-e rizwan tum se hai, zaibe jinan tum hokhuda ki saltanut ka do-jahan main kaun dulha hai,tumhee, tum ho, tumhee, tum ho, yahan tum ho, wahan tum hohaqeeqat se tumhari juz khuda aur kaun waqif hai,kahe tu kya kahe koyee, chuneen tum ho, chunaan tum honazar
Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
Hamaray Aaqa hamaray Moula Imam e Azam Abu Hanifa Hamaray Muljaa hamaray Maa’wa Imam e Azam Abu Hanifa Tum hi ko Maana, Tum hi ko Jana, Tumhi tou Sub k Imam Thehray Mila na koi Imam Tum sa Imam e Azam Abu Hanifa Zamanay bhar ne Zamanay bhar mein bohat tajassus kia hay lekin Mila
Ya RASOOLALLAH tere dar ki fazaao ko salaam
Ya RASOOLALLAH tere dar ki fazaao ko salaam gumbad e khazra ki thandi thandi chao ko salaam Masjeed e nabvi ke subho aur shamo ko salaam. Ya Nabi tere ghulamo ke ghulamo ko salaam. Jo madine ki gali kucho mein dete hai sadaa. un fakiro rahgiro aur gadao ko salaam. Walehaana jo tawafe roza e
Main lab kusha nahi hoon aur mehwe ilteja hu
Main lab kusha nahi hoon aur mehwe ilteja humain mehfil e haram ke aadaab jaanta hu Koi to aankh waala guzrega is taraf seTaibah ke raaste me main muntazir khada hu Ye roshni si kya hai, khushboo kahan se aayishayad main chalte chalte ROUZE tak aa gaya hu Taibah ke sab bhikari pehchante hai mujhkomujhko