Kaabe Key Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood, Taibah Key Shamsudduha Tum Pe Karoron Durood. Shaafa’-E-Roz-E-Jazaa Tum Pe Karoron Durood, Daafa’-E-Jumlah Balaa Tum Pe Karoron Durood. Jaan-O-Dil-E-Asfiya Tum Pe Karoron Durood, Aab-O-Gil-E-Ambiya Tum Pe Karoron Durood. Laayei(n) To Yeh Doosraa Dawsaraa Jis Ko Mila, Kooshak-E-’Arsh-O-Danaa Tum Pe Karoron Durood. Aur Koi Ghaib Kya Tum Sey
Category: Salaam
Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam
Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam Mere Shafe’a E Mehshar, Tum Par Salaam Har Dam Iss Be-kaso Azee Par Jo Kuch Guzar Rahi Hain Zaahir Hai Sab Wo Tum Par Tum Par Salaam Har Dam Banda Tumhare Darr Ka Aafat Me Mubtala Hain Rehme Habeeb E Daawar, Tum Par Salaam
Mere ALLAH Ke Nigaar Salaam
Mere ALLAH Ke Nigaar SalaamDaste Qudrat Ke Shahkaar Salaam Dono Aalam Ke Taajdaar SalaamJaane Har Jaano Jaandaar Salaam Khaake Taibah Bane Meri HastiArz Karta Hai Khaaksaar Salaam Phir Madine Mein Kab BulaaogeTum Se Kehta Hai Intizaar Salaam Mujhe Ko Zaalim Pe Ikhtiyaar NaheeTum To Rakhte Ho Ikhtiyaar Salaam Khuld Kehti Hai Yeh Madeene SeTujh Pe Ay Khuld Ki Bahaar Salaam Apni Ulfat Ka Aisa Jaam PilaJiska Barhta Rahe
Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna
Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse KehnaTadapte Hai Tere Gulam Unse KehnaHo Jab Saamne Sabz Ghumbad tumhareNigahe Aqeedat Se Daaman PasareHai Haazir Tumhara Ghulam Unse KehnaMadine Ke Zaa-ir Salaam Unse KehnaBadi Chahato Se Hai Iss Darr Ko PaayaPada Hi Rahu Darr Na Chute TumharaNa Jaunga Ab Tishnakaam Unse KehnaMadine Ke Zaa-ir Salaam Unse KehnaPhire Kab Talak
Shamsuz Zuha Par Laakho(n) Salaam
Shamsuz Zuha Par Laakho(n) SalaamBadrud Duja Par Laakho(n) SalaamAala Se Aala Tera MaqaamSam Ambiya Ka Tu Hai ImaamQul Awliyah Hai Tere GhulamShamsuz Zuha Par Laakho(n) SalaamHai Hukmarani Kis Shaan SeKaim Hai Tere Faizan SeDuniya Wa Dee(n) Ka Saara NizaamShamsuz Zuha Par Laakho(n) SalaamTeri Ataa Ki KYa Baat HaiAbre Karam Ki Barsaat HaiRadde Balaa Hai Tera
Ya RASOOLALLAH tere dar ki fazaao ko salaam
Ya RASOOLALLAH tere dar ki fazaao ko salaam gumbad e khazra ki thandi thandi chao ko salaam Masjeed e nabvi ke subho aur shamo ko salaam. Ya Nabi tere ghulamo ke ghulamo ko salaam. Jo madine ki gali kucho mein dete hai sadaa. un fakiro rahgiro aur gadao ko salaam. Walehaana jo tawafe roza e
Ay saba Mustafa se kehdena gham ke maare salam kehte hein,
Ay saba Mustafa se kehdena gham ke maare salam kehte hein, Yaad karta hein tum ko sham-o-sahar, dil hamare salam kehte hein, Allah Allah Huzur ki baatein, marhaba Rung-o-Noor ki baatein, Chand jinki balaye leta hai, aur taare salam kehte hein, Jab Muhammad ka naam aata he, rahmaton ka payaam aata he, Lab hamare Durood
Ay Habib E Ahmed E Mujtaba Dil E Mubtala Ka Salam Lo
Ay HabeeB E Ahmed E Mujtaba Dil E Mubtala Ka Salam Lo Jo Wafa Ki Raah Me Kho Gaya Usi Gum Shuda Ka Salam Lo Mai Talab Se Baaz Na Aaunga Tu Karam Ka Haath Badhaye Ja Jo Tere Karam Se Hai Aashna Usi Aashna Ka Salam Lo Meri Haazri Ho Madine Me Mile Lutf Mujh Ko Bhi
Ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam (salaam) (with Audio)
Ay shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalamzeenat-e arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam rabbi-habli-ummati kehte huway paida huayrab ne farmaya ke bakhsha assalat-o-wassalam ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,zeenat-e-arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam sar jhuka kar ba adab ishq-e rasoolallah may,keh raha he har sitara assalat-o-wassalam ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,zeenat-e-arshe-e mu’alla, assalat-o-wassalam mu’mino padhthay raho tum apnay aqa par duroodhe farishto ka wazifa, assalat-o-wassalam ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,zeenat-e-arshe mu’alla,
Khairul Bashar Par Lakho Salam (salaam) (with audio)
Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Jinno Malaek Tere Ghulam Sab se siwa hai Tera Muqaam Yaseen O Taha Tere hi naam Ala se Ala Tera Muqaam Sab Ambiya ka Tu hai IMAM Kul Aulia hai Tere Ghulam Arshe baree tak charcha Tera Shams o Qamar hai Sadqa Tera Yeh mahe