Rutba Hi Kuch Aisa Hai Uncha Aala Hazrat KaDuniya Bhar Me Hota Hai Charcha Aala Hazrat KaMere Aala Hazrat Ko Nisbat Hai Sarkaar SeTo Kyun Na Khan Khan Khankega Sikka Aala Hazrat KaBaatil Ko Baatil Likhha Aur Haq Likhha Iss WaasteSab Fatwo(n) Par Bharee Hai Fatwa Aala Hazrat KaAisa Din Bhi Ayega Saari Duniya DekhegiKe
Category: R
Rehmat Ka Gehwara Hai Yeh Barkat Wala Marehra
Rehmat Ka Gehwara Hai Yeh Barkat Wala MarehraUrs E Hasan Mein Aur Bhi Chamka Tal’at Wala MarehraJiske Ik Ghumbad Ke Neeche Saat Qutub Aaram KareinAisa Ghous Ne Baswaya Hai Ne’amat Wala MarehraIshqi Ghar Mein Ayni Darr Hai Jiski Noori Rangat HaiShamsh E Marehra Ka Maskan Azmat Wala MarehraMaula Ali Se Le Kar Ab Tak Ilm
Rukh Din Hai Ya Mehre Samaa, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi
Rukh Din Hai Ya Mehre Samaa, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi Shab Zulf Ya Mushke Khuta, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi Mumkin Me Ye Qudrat Kaha, Waajib Me Abdiyat Kaha Haira(n) Hu Ye Bhi Hai Khata, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi Haq Ye Ki Hai Abde Ilah Aur Aalam E Imkaa(n) Ke
Rounaq E Bazme Jahaan Hai Aashiqane Sokhta
Rounaq E Bazme Jahaan Hai Aashiqane SokhtaKeh Rahi Hai Shamma Ki Goya Zabaan E SokhtaJisko Kurse Mehr Samjha Hai Jahaa(n) Ay Mun-emoUnke Khwane Jood Se Hai Ek Naan E SokhtaMaahe Mann Hai Nayyar E Mehshar Ki Garmi Ta-BakeyAatish E Isyaa(n) Me Khud Jalti Hai Jaan E SokhtaBarke Angushte Nabi Chamakti Thi Uss Par Ek BaarAaj
Rusul Unhi Ka To Muzdah sunane Aaye Hai
Rusul Unhi Ka To Muzdah sunane Aaye HaiUnhi Ke Aane Ki Khushiya Manane Aaye HaiFirishte Aaj Jo Dhume Machane Aaye HaiUnhi Ke Aane Ki Shadi Rachane Aaye HaiFalak Ke Hur O Malak Geet Gaane Aaye HaiKi Do Jahan Me Ye Danke Bajane Aaye HaiYe Bhoole Bichdo Ko Raste Pe Laane Aaye HaiYe Bhoole Bhatko Ko
Raah pur khaar hai kya hona hai
Raah pur khaar hai kya hona haiPaa(n)v afgaar hai kya hona haiKhushk hai khoon ki dushman zalimSakht khunkhaar hai kya hona haiHumko bid kar wahi karna jis seDost bezaar hai kya hona haiTan ki aab kaun khabar le he-haiDil ka aazaar hai kya hona haiMeethe sharbat de maseeha jab bhiZid hai inkaar hai kya hona
Rehbar o Taaj e Shariat Hai Aaaj Bhi
Rehbar o Taaj e Shariat Hai Aaaj Bhi, MoHsin-e-Kul AhleSunnat Hai Aaaj Bhi. Jo Bolte Hai Aap-Ke Khilaf Aaj Bhi, Sab Fatwo Se Bhari Hai Fatwa Aaj Bhi. Or Se Khilafat Aa-sani Se Milti Hai Aaj Bhi, ilm Walo ko Ba-Mushkil se-mil-ti hai Khilfat Aaj bhi. Jo iIm Se Gumrah Karte Hai Sunni Ko Aaj bhi,Us Pe Farooq
Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu (complete)
Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu Zarra Tera Jo Ay Shahe Gardu Janaab Hu Durre Najaf Hu Gohare Paak E Khushab Hu Yani Turaabe Rah guzare Bu turab Hu Gar Aankh Hu To Abr Ki Chashme Par Aab Hu Dil Hu To Bark Ka Dile Pur Izteraab Hu Khooni Jigar Hu Ta-ir E Be
Raate Bhi Madine Kee Baate Bhi Madine Kee
Raate Bhi Madina Kee Baate Bhi Madina KeeJeena May Yah Jeena Hai Kiya Baat Hai Jeena Ki Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra HaiIs Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki May Madina Ki Galiyoun Pay QurbanJinsa Juzra Hai Shah-e-Madina Is Tarha Say Mekhta Hai RastaEatr Jaisa Lagay Hua Hai Arsa Hua