Sidra Se Bhi Aage Kaun Gaya Jibril e Amin Se PoochoMairaj Ka Dulha Kain Bana Jibril e Amin Se Poocho Kya Hai Tauqeer e Shah e Umam Insan Se Ho Paye Na RaqamKya Farshe Zamin Kya Arshe Bari Sab Hai Aaqa Ke Zaire QadamSultan e Madina Ka Rutba Jibril e Amin Se Poocho Jibril Se
Category: Other Naat Shareef
Raate Bhi Madine Kee Baate Bhi Madine Kee
Raate Bhi Madina Kee Baate Bhi Madina KeeJeena May Yah Jeena Hai Kiya Baat Hai Jeena Ki Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra HaiIs Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki May Madina Ki Galiyoun Pay QurbanJinsa Juzra Hai Shah-e-Madina Is Tarha Say Mekhta Hai RastaEatr Jaisa Lagay Hua Hai Arsa Hua
Noor Wala Aya Hai
Noor Wala Aya HaiNoor Lay kar Aya HaiSara Alam May Yah Dekho Kaisa Noor Chaya HaiAss Salato Was Salamo Alay Kay YA RASOOLALLAHAss Salato Was Salamo Alay Kay YA HABIBALLAHJab Talak Yah Chand Tara Jheel Meelata JayangaTab Talak Jasna Wiladat Hum Manata JayangaNaate Mahbooba KHUDA Sunta Sunata JayangaYA RASOOLALLAH Ka Nara Lagata JayangaChar Janib Hum
Na Chedo Zirk E Jannat
Na chedo zirk e jannat ab Madinah yaad aya haiNabi ka sabz Gumbad dil ki aankhaon me samaya hai Mila karti hai mooh maange muradein Unke Rauze parGhulamau ne Tere Dar se jo maanga hai woh paya hai Khuda ki Sultanat ke Tum ho Dulha Ya RasoolullahTumhare waaste RABB ne yeh A’alam sajaya hai Shabe
Mujhe Dar pay phir bulana
Mujhe Dar pay phir bulana, Madani Madine WaleMae ishq bhi pilana, Madani Madine Wale Meri aankh me samana, Madani Madine WaleBanay dil Tera thikana, Madani Madine Wale Teri jab ke deed hogi, jabhi meri eid hogiMere Khwaab me Tum ana, Madani Madine Wale Mujhe sab sata rahe hain, mera dil dukha rahe hainTumhi hausla badhana,
Moula Ya Salli Wasallim Daaeman Abadan
Moula Ya Salli Wasallim Daaeman AbadanA’la Habibi ka Khayril Khalqi Kullihimi Alhumdu Lillaahe Munshil Khalqi Min AdamiSum Mas Salaatu Alal Mukhtaare Fil Qadami Muhammadun Sayyedul Kawnaïni Wa-thaqalaïniWal Fareeqaïni Min Arbiw Wa Min Ajami Amin Tazak Kore Jiraanim Bezi SalaamiMazajta Dam-An Jara Mim Muqlatim Bedami Fama Le Ay Nay Ka In Qultak Fofa HamataWama Le Qalbe
Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai
Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai, Teri Rah Main Akhiyan Bichchate BichchateTeri Hasraton Main,Teri Chahton Main Bade din Howe Ghar Sajaate SajaateMera Yeh hai Emaan,Yeh Mera Yakeen Hai -Mere Mustafa Sa Na Koi Haseen HaiKe Rukh Unka Dekha Hai Jabse Qamar Ne Nikalta Hai Moo Ko Chupate ChupateQayamat Ka Manzar Bada Purkhatar Hai –
Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate Hain
Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate HainAate Hain Wohi Jin Ko, Sarkar Bulate HainWoh Log Khuda Shahid, Qismat Ke Sikandar HainJo Sarware Alam Ka, Milad Manate HainAqa Ki Sanah Khwani, Dar Asl Ibadat HaiHum Naat Ki Surat Mein, Qur’an Sunate HainJin Ka Bhari Duniya Mein, Koi Bhi Nahin WaliUnko Bhi Mere Aqa, Sine Se Lagate
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa
Koi saleeqa hai aarzoo ka, na bandagi meri bandagi haiYeh sab tumhara qaram hai aaqa keh baat ab tak bani hui hai Kissi ka ehsan kyon uthain, kissi ko haalat kyon batainTumhein se mangein gey tum hi do gey, tumhare dar se hi loo lagi hai Ata kiya mujh ko darde-ulfat, kaha thi yeh pur
Zikr – E – Kherulwara
Zikr e kherulwara bay khatar kijiayHaan yahi kaam shaam o sahar kijiay Chaahtay ho jo barsay karam ki ghattaaAap kay ghar bhi a-ayn habeeb e khudaNaat say roashni apnay ghar kijiay Gham milay ya kay haasil ho koii khushiLab pay jaari rahay ya nabi ya nabiIss taraah zindgaani basar kijiay Har taraf say ghulaamon ki