Teri Wehshaton se Ae Dil Mujhe kiun Na Aar Aaye Tu Unhi se Door Bhage Jinhein Tujh Pe Pyaar Aaye Dam-e-Iztirab Mujhko Jo Khayal-e-Yaar AayeMere Dil main Chain Aaye,To Isse Qarar Aaye Na Habeeb se Muhib ka kahin aisa Pyaar Dekha Woh Bane Khuda ka Pyaara, Tumhen Jiss Pe Pyaar Aaye Mujhe Kiya Ho Gham
Category: Other Naat Shareef
Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai (with audio)
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai,Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai. Mere tan pay ghaflat ki chaadar pari hai,Nahoosat gunaahon ki chaei hui hai, Yahi baat hum nay barhon say suni hai, Na ho banagi gar to kia zindagi hai, Ae abr-e-karam aa baras ja, baras ja,Baras ja, baras ja, baras ja, baras
Parho Durood Ke Maulood Ki Ghari Aayi (with audio)
Parho Durood Kay Maulood Ki Ghari Aayi Har Ek Saa’at O Lamha Hai Qeemti Iss Ka Har Ek Raat Se Barh Kar Mila Isay Rutba Isi Liye To Ye Shab Behtareen Kehlaayi Khuda Ka Shukr Karo Aur Parho Durood Un Per Ke Aaj Laaye Hain Tashreef Haadi O Rehbar Zamanay Bhar Mein Hai
SUBHE-BAHARAAN
Maulood-E-Mustafa Hai Ye Jashn Ka Sama Hai Ye Subh-E-Baharaan Hai Ye Jashn-E-Mustafa HaiSubh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo Jashn-E-Baharaan Milkay Manao Shaadmaani Ke Taranay Goonjtay Hain Har Jagah Aashiqaan-E-Mustafa Jhoomtay Hain Har Jagah Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo Jashn-E-Baharaan Milkay ManaoDeep Khushi Ke Milkay Jalao Aaye Hain Aaqa Sabko BataoJashn-E-Nabi Phir Jashn-E-Nabi Hai Karlo Charaghaan Rung JamaoBachon Ko
MILAAD HAI
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai Aao Milaad Manayein Aao Milaad ManayeinKonain Mein Hai Shohrat Milaad-E-Mustafa Ki Bajti Hai Jug Mein Nobat Milaad-E-Mustafa KiMilaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai Aao Milaad Manayein Aao Milaad ManayeinMaah-E-Rabi-Ul-Awwal Mauqa Hai Iss Khushi Ka Behtar Ho Iss Mein Kasrat Milaad-E-Mustafa KiMilaad Hai Milaad Hai Sarkaar
A’alam E Islam Ko Eid-E-Meelad-Un-Nabi
Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba SalAllah Marhaba SalAllah Marhaba SalAllah MarhabaYa MustafaMarhaba Ya Mustafa Sud Marhaba Allah Allah Ya Allah Allah AllahA’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi Ho Mubarak Ho Mubarak Eid-E-Milaad-Un-NabiMarhaba Ya Mustafa Sud Marhaba Allah Allah Ya Allah Allah AllahHo Mubarak Ahl-E-Imaan Hogayei Qismat Darakhshaan Chaar Jaanib Dhoom Hai Sarkar Ki Milaad Ki Jhoomta Hai
JASHN-E-WILADAT ZINDABAD
Rif’at-e-Subh-e-Sa’adat Zindabad Marhaba Jashn-e-Wiladat Zindabad Mu’ajza Hee Mu’ajza Hai Unki Zaat Shahkar Dast-e-Qudrat Zindabad Har Tajalli Aapse Zahir Hui Marhaba Mah-e-Risalat Zindabad Zindagi Phir Zindagi Lagne Lagi Jab Keh Aaye Wahdat Zindabad Kabar-O-Nakhoot Ko Mitaya Aapne Parcham-e-Ijz-o-Muhabbat Zindabad Dushman-e-Jaan Per Bhi Saya-e-Karam Aapki Tanveer Seerat Zindabad Na’at Unki Ae Ujaagar Likhte Hee Mujh Mein Utri
ARZO-SAMAA BANAY HAIN
Arz-O-Sama Banay Hain Issi Noor Ke Tufail Taaray Chamak Rahay Hain Issi Noor Ke Tufail Gulshan Haray Bharay Hain Issi Noor Ke Tufail Dono Jahan Sajay Hain Issi Noor Ke Tufail Iss Noor Ka Azal Se Abad Tak Hai Silsila Ye Noor Who Hai Jiss Ka Taraf Daar Hai Khuda Aaya Hai Rah-e-Raast Dikhanay Ke
ARSH KA DULHA AAYA HAIN
A’alam Mein Baraat Rachi Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Jugmug Jugmug Duniya Saji Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Arsh Se Utra Noor Khuda Ka Noor Badamaan Saari Duniya Inki Zia Se Ye Chamki Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Kufur Ki Boo Kafoor Hui Hai Shah-e-Dinaa Ki Aamad Se Khushboo-e-Iman Pehli Hai Arsh
BAARWEIN KA CHAAN AAYA
Bacha Bacha Muskuraya Baarwein Ka Chaand Aaya Khushiyun Ka Tufaan Laya Baarwein Ka Chaand Aaya Shaadmani Ke Taranay Goonjtay Hain Deher Mein Wajd Mein Har Shakhs Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya Roshni Hee Roshni Hai Chandni Hee Chandni Zarra Zarra Jagmagaya Baarwein Ka Chaand Aaya Ho Gaye Hain Bund Saaray Zulmaton Ke Baab Aaj Deher