Fida kr Ishq-e-Nabi par jaanmuqammal karle tu Iman zamana yaad karegaJab yaad Nabi ki aati hai ik kaif sa aalam hota haijab zikre Nabi chhid jata hai ik wajd ka mosam hota haiYahi to kahta hai Qur’an k Aaqa hai jaan-e-Imanzamana yaad karega zamana yaad karegaSarkar se tu hai door magar Sarkar to tujh se
Category: Other Naat Shareef
bahar-e jaan(n) fiza tum ho, nasim-e gulsita(n) tum ho
bahar-e jaan(n) fiza tum ho, nasim-e gulsita(n) tum hobahar-e bagh-e rizwan tum se hai, zaibe jinan tum hokhuda ki saltanut ka do-jahan main kaun dulha hai,tumhee, tum ho, tumhee, tum ho, yahan tum ho, wahan tum hohaqeeqat se tumhari juz khuda aur kaun waqif hai,kahe tu kya kahe koyee, chuneen tum ho, chunaan tum honazar
Main lab kusha nahi hoon aur mehwe ilteja hu
Main lab kusha nahi hoon aur mehwe ilteja humain mehfil e haram ke aadaab jaanta hu Koi to aankh waala guzrega is taraf seTaibah ke raaste me main muntazir khada hu Ye roshni si kya hai, khushboo kahan se aayishayad main chalte chalte ROUZE tak aa gaya hu Taibah ke sab bhikari pehchante hai mujhkomujhko
Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabanaAa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana. Kyu aankh milayi thi, kyoon aag lagayi theeAab rukh ko chupa baithay kar kay mujhay deewana. Zahid meri kismat mein sajday hain usi dar kayChuta hai na chuthay ga sange dar e janana. Kiya lutf ho mehshar mein main shikway
Salle Ala Nabi Ye Na Sale Ala Mohammadin
Salle ala nabi ye na sale ala MohammadinSalle ala shafiye na sale ala Mohammadin Ham bhi Madine jaye gei ajj nahi to kal sahiAqa hamme bulaye gei ajj nahi to kal sahi Galiyoun mein ghum ghum kar Khakhe Madina chum karNazroun se ham lagaye gei aaj nahi to kal sahi Dekha jo Un ko baanethe
Bari umeed hai Sarkar qadmon mein bulayenge
Bari umeed hai Sarkar qadmon mein bulayengeKaram ki jab nazar ho gi Madine hum bhi jayenge Agar jaana Madine mein huwa hum gham ke maaron kamakeene Gumbad-e-Khazra ko haal-e-dil sunayenge Kasam Allah ki ho ga woh manzar deed ke qabilQayamat mein Rasulallah jab tashreef layenge Qayamat tak jagayenge na phir Munkar Nakeer uskoLahad mein wo
Ban ke Noor e Khuda, Mustafa agaye
Ban ke Noor e Khuda, Mustafa agayeMarhaba Marhaba Mustafa agayeUjri dunya thi Aaqa ne aabaad kiHar taraf dhuum Unke he Milaad kiSab ke Mushkil kusha, Mustafa agayeMarhaba Marhaba Mustafa agayeHo gaye Noor dunya ke zulmat talleJin ke aane se Mao ko bete milleSarwar-e-Ambiyaa, Mustafa agaye Marhaba Marhaba Mustafa agayeArsh par jashan Jinn ka manaya gayaSab Rasulon
Aminah Bibi ke Gulshan Mein
Aminah Bibi Ke Gulshan Mein Aayi Hai Taaza BahaarParhte Hain Salla Alayka Wasallam Aaj Dar O Dewaar MadaniBarah Rabi Ul Awwal Ko Aaya Durre YateemMaah E Nabuwwat Mehr E Risaalat Saahib E Khulq E Azeem MadaniPyari Soorat Hasta Chehra Muh Se Jarhhte PhoolNoor Sarapa Chand Sa Chehra Haq Ka Pyara Rasool MadaniJibreel Aaye Jhula Julane Lori De ZeeshanSo Ja
Allah Ne Pohnchaya Sarkar Ke Qadmon Mein
Allah Ne Pohnchaya Sarkar Ke Qadmon MeinSud Shukar Keh Mein Phir Aaya Sarkar Ke Qadmon MeinRud Kaisay Bhala Hogi Ab Koi Dua MeriMein Rub Ko Pukar Aaya Sarkar Ke Qadmon MeinKuch Kehne Se Pehle Hee Puri Hoi Har KhuwahishJo Socha Wohi Paaya Sarkar Ke Qadmon MeinKuch Lamhay Huzoori Ke Paaye Tou Ye Lagta HaiIk Umar
Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho Jaye
Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho JayeTo Har Badkaar Banda Damme Nekokaar Ho JayeJo Mo’min Dekhe Tumko Mahram E Asraar Ho JayeJo Kafir Dekhle Tumko Wo Deendaar Ho JayeJo Sar Rakhde Tumhare Qadam Pe Sardaar Ho JayeJo Tumse Sar Koi Fere Zaleelo Khaar Ho JayeTalatum Kaise Bhi Kuch Ho Magar Ay Na Khuda