Mein Nazar Karoon Jaan o Jigar Kaisa Lagay GaRakhdoon Dar-e-Sarkar Pay Sar Kaysa Lagay Ga Aa Jaye Muqaddar Se Mere Ghar Jo Shah-e-Dee(n)Mein Kaysa Lagoon Ga Mera Ghar Kaysa Lagay Ga Jab Door Say Hain Itna Haseen Gumbad-e-KhizraIss Paar Say Aisa hai Udher Kaysa Lagay Ga Sarkaar Ne Darr Pe Tujhe Bulwaya Hain Mangte Jab
Category: Other Naat Shareef
Ya Rab Meri Soyi Hui Taqdeer Jaga De
Ya Rab meri soyi huyi taqdeer jaga dayAankhein mujhay di hain to Madina bhi dikha de. Sun nay ki jo quwat mujhe bakhshi hai Khuda wandPhir Masjid e Nabawi ki azanein bhi suna day. Huroon ki na ghilman ki na jannat ki talab haimadfan mera Sarkar ki basti main bana de. Mudat say mein inn
As sub hu bada min tal’ati hii
As sub hu bada min tal’ati hii W- al- laylu dajaa minv wafrati hee Kanz-ul-karami mowl-an-ni’ amiiHaad-il-umami li shari’ati hii. Sa’at-ish-shajaruu nataq-al-hajaruuShaqq-al-qamaruu bi ishaaratihii Jibrilu ataa laylata asraaW-ar-rabbu da’aa fii hadrati hii Fa Muhammaduna huwa SayidunaFal iszulana li ijaabetihi As – Subhu badaa min tal’ati hiiW- al- laylu dajaa minv wafrati hee
Bigdi Bhi Banayenge
Bigdi Bhi Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain ge Ghabrao Na Deewano Sarkar Bulain Ge Hum Masjid-e-Nabvi key Dekhy Ge Minaroon Ko Aur Gumbad-e-Khazran key Purnoor Nazaroon Ko Hum Ja Key Madina Phir Wapis Nahi Aay ge Mil Jay Ge Tabirein Eik Rooz To khawaboo Ki Gir Jay Gi Dewarein Sab Dekhna Rahoo Ki Hum Roza-e-Aqdas
Teri صلی اللہ علیھ وسلم jaliyoon ke neechy
Teri jaliyoon ke neechy , Teri rematoon k saye, Jissy dekhni ho Jannat,Wo Madina dekh aaye, Taiba ko jany waly, Tujhy deti hoon duaein, Darr-e-Mustafa pe ja ke , Tu jahan ko bhool jaye, Roze k samny mein ye duaein mangta tha, Meri jaan nikal nikal tu jaye, Ya sama badal na jaye. Lo
Humko Bulana Ya Rasulallah صلی اللہ علیہ وسلم
Humko Bulana Ya RasulAllah Humko Bulana Ya HabibAllah Kabhi To Sabz Gumbad Ka Ujala Hum Bhi Dekhenge Hamein Bulwaeinge Aaqa Madina Hum Bhi Dekhenge Dhadak Uthhayga Ye Dil Ya Dharakna Bhool Jayega Dil E Bismil Ka Uss Dar Par Tamasha Hum Bhi Dekhenge Adab Sey Hath Bandhay Unkay Rozay Per Kharay Hounge Sunehri Jaliyoon Ka
Furqate Taiba Kee Wehshat Dil Se Jaaye Khair Se
Furqate Taiba Kee Wehshat Dil Se Jaaye Khair Se Me Madina Ko Chaloo Wo Din Phir Aaye Khair Se Dil Mein Hasrat Koyee Baaqi Rah Na Jaaye Khair Se Raahe Tayba Mein Mujhe Yoon Maut Aaye Kahir Se Mere Din Phir Jaaye Ya Rabb Shab Wo Aaye Khair Se Dil Me Jab Maahe
Allah Mera Deher Mein A’ala Maqaam Ho
Allah Mera Deher Mein A’ala Maqaam HoSarkaar Ke Ghulamon Mein Mera Bhi Naam Ho Marnay Say Pehlay Dekh Loon Subh-e-Dayaar-e-PaakSarkaar Haazri Ka Koi Intizaam Ho Saansein Mehekti Hoon Dam-e-Aakhir Gulab SeeDard-e-Zubaan Huzoor-e-Garaami Ka Naam Ho Jiss Waqt Meri Rooh Jasad Chornay LagayAankhoon Ke Saamnay Mere Mah-e-Tamaam Ho Iss Masht-e-Khaak Ki Hoon Sabhi Hasratein TamaamMehboob Ki
Ka’abay Ke Dar Ke Saamney
Ka’abay Le Dar Ke Saamney Maangi Hai Ye Dua Faqat Haatho(n) Me Hashr Tak Rahe Daaman – E – Mustafa Faqat Apne Karam Se Ay Khuda Ishq E Rasool Kar Ataa Aakhri Dum Labo(n) Pe Ho Salle A’la Sadaa Faqat Taibah Ki Sayr Ko Chale Qadmo Mein Unke Jaan De Daffan Ho Unke Sheher Mein
Jannat Me Le Ke Jayegi
Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Ulfat Rasool Ki Jannat Me Le Ke Jayegi Chahat Rasool Ki Chalta Hoon Mein Bhi Qaafile Walo(n) Ruko Zara Milney Do Buss Mujhe Bhi Ijazat Rasool Ki Pooche Jo Deen O Iman Nakeerayn Qabr Mein Uss Waqt Mere Lab Pe Ho Midhat Rasool Ki Tarpa Ke Unke Qadmon Mein