Zameen mali nahi hoti, zaman maila nahin hotaMuhammad صلی اللہ علیہ وسلم kay gulamon ka kafan maila nahi hota. Mohabbat Kamli wale say, woh jazba hai suno logoYeh jis man main sama jaaye, woh mann maila nahi hota. Gulon ko choom laite, hain seharnam shabnami qatreNabi صلی اللہ علیہ وسلم ki naat sun lein tu, chaman maila nahi hota.
Category: Other Naat Shareef
Shahe Kounain Jalwa Numa Ho Gaya
Shahe Kounain Jalwa Numa Ho GayaRang A’alam Ka Bilkul Naya Ho GayaMuntakhib Aapki Zaate Waala HuiNaam E Paak Aapka Mustafa Ho GayaMil Gaya Tujhse ALLAH Ka RaastaHAQ Se Milne Ka Tu Waasta Ho GayaAisa Aizaaz Kisko Khuda Ne DiyaJaisa Baala Tera Martaba Ho GayaAisi Nafiz Tumhari Hukumat HuiTumne Jis Waqt Jo Kuch Kaha Ho GayaMaah Paara Hua
Ya Abaz Zahra (ARABIC IMAGE FILE)
Huzoor Aaisa Koi Intizam Ho Jaye
Huzoor aisa koi intizam ho jaye,Kay phir Madina rawana ghulam ho jaye. Naseeb waalon mein mera bhi naam ho jaye,Jo zindagi ki Madinay mein shaam ho jaye. Main shad shad maroon ga, agar dameakhir,Naseeb jalwa e kahirul anam ho jaye. Fuzool goi say bach jaye yeh zaban meri,Mera kalam Durood-o-Salaam ho jaye. Pia Raza ne
Kaliya Zulfo Wala
Kaliyaan zulfaa wala dukhi dillan daa sahaaraQassam khudaa dii maynoon sab naloon pyaara. Dassan ki main Mustafa di kaydi sohnii shaan haiAap di tareef which sara hee Qur’an hai,Parh kay tu weykh jeyra marzi sipaaraQassam Khuda di meinoon sab naloon pyara. Eyda sohna Nabi koi duniya tay aaya nahinYaar ey ho jiyaa koyi Rab nay
Chor Fikr Duniya Ki
Chor Fikr Duniya Ki, Chal Madine Chalte Hain, Mustafa Ghulamo Ki Qismatein Badal Te Hain Rehmato Ke Badal Ke Saaye Saath Chalte Hain Mustafa Ke Deewane, Ghar Se Jab Nikalte Hain Humko Roz Milta Hain Sadqa Pyare Aaqa Ka Unke Dar Ke Tukdo Par Khush Naseeb Palte Hain Aamena Ke Pyare Ka, Sabz Gumbad Waale
Tera Khawan Me Tere Geet Gawa Ya Rasulallah صلی اللہ علیہ وسلم
Tera khawan main Tere geet gawan, Ya RasoolallahTera milaad mein kyon na manawaan, Ya Rasolallah. Halima kar qadi vekhay, kadi Sarkaar (SAW) nu wakhay,Main keri sayj Tere lai sajawan, Ya Rasoolallah. Mera dil vi aie chahnda aey, Tusi merey we ghar aao,Par mein kerey maan thi tainu bulaanwaan, Ya Rasoolallah. Jagaao bhaag merey vi Abu
Qasida Burdah Shareef
Mawlaya Salli Wassalim da-Iman AbadanAla Habi Bika Khairil Khalqi Kullimi Da-aa illallahi fal-mustamsikuna bihiMustamsykuna bihablin ghairi munfasam. Muhammadun Sayyidul Kawnayni Wa-ThaqalainWal-Fareeqaini Min Urbin Wa Min-Ajami. Thummar Rida An Abi Bakriw Wa An UmarinWa An Aliyyiw Wa An Usmana Zil Karami Ya Rabbe Bil Mustafa Ballig MaqasednaWag Fir Lana Ma Madaya Wase Al Karami
Main Madine Chala
Main madinay chala, mein Madinay chala,Phir karam ho gaya main Madinay chala. Kaif sa cha gaya main madinay chala,Jhoomta jhoomta main madinay chala. Mere Aaqa ka darr hoga paish-e-nazar,Chahiye aur kya main Madine chala. Mere Gande Qadam Aur Unka Haram Laaj Rakhna Khuda Main Maine Chala Gumbad-e-sabz par jab paray gi nazar,Kya suroor aega main
Faslon ko takalluf hai hum se agar
Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar Hum Bhi Bebas Nahin Be-sahara Nahi Khud Unhi Ko Pukarengey Hum Duur Se Raaste Mein Agar Paon Thak Jayengay Hum Madine Mein Tanha Nikal Jayengey Aur Galiyon Mein Kas Dan Bhatak Jayengey Hum Wahan Jakey Wapas Nahin Ayengay Dhoondhte Dhoondhte Loog Thak Jayengey Jaise Hi Sabz