Sarkaare Ghaus E A’zam, Nazre Karam Khudaara Mera Khaali Kaasa Bhar Do, May Faqir Hu Tumhara Maula Ali Ka Sadqa, Gange Shakar Ka SadqaMeri Laaj Rakhna Mira, May Faqir Hu Tumhara Mira Bane Hai Dulha, Shaadi Rachi Hui Hai Sab Auliya Baraati, Kya Khoob Hai Nazara Jholi Ko Meri Bhardo, Warna Kahegi DuniyaAise Sakhee Ka Mangta, Phirta
Category: Manqabat
Manqabat e taaj ush shariyath
Peer-e-bar’haq murshid-e-zeeshan hain AKHTAR RAZAAHL-E-SUNNAT ki akele jaan hain AKHTAR RAZA!Mufti-e-azam k khwabo’n ki haseen tabir haiBul’hussain-o-ahmedi faizan hai AKHTAR RAZAHai zamane mei musalla unki ilmi shaksiyathNajdiyo’n k waastay chattan hai AKHTAR RAZAHaat ay ulfat mera hai AZHARI k haat meiMeri baqshish ka haseen samaan hai AKHTAR RAZA!
Tu ne batil ko mitaya hai imam ahmed raza
Tu ne batil ko mitaya hai imam ahmed razadeen ka danka bajaya hai imam ahmed raza dour-e-batil aur zalalat hind me tha jis ghaditu mujadded ban ke aaya ae imam ahmed raza ahle sunnat ka chaman ujda huva veeran thapheer utha tu jab ke aaya ae imam ahmed raza tu ne baatil ko mita kar
Manqabat Shaan e Imam e Azam Abu Haneefa RadiyAllahu Ta’ala Anhu
Hum Aaimmah ke muqallid hain tamaamHai Imamaun ka hamay bhi ehteraam Har Imam e waqt ne Deen ke liyeWaqf ki hai jaan apni la kalaam Hai jahaan mein Hazrath Numaan bhiMazhab Hanfi ke sar-kirdah Imaam Aapne chaha yehi aik aik palSur-khuru ho Ummate Khairul Anaam Ijtihaad aisa kiya Ai marhabaMujtahid ho kar raha duniya me
Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam (Manqabat) (with audio)
Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam Humne Jholi Hai Phailayi Bari Dair Se Daalo Nazr-e-Karam Sarkar,Apne Mangton Par Ek Baar Humne Mehfil Hai Saja’yi Bari Dair Se Mere Chand Main Sadqe Aa Ja Idher Bhi Mere Chand Main Sadqe Aa Ja Idher Bhi
Jalwa Hai Noor Hai Ke Sarapa Raza Ka Hai
Jalwa Hai Noor Hai Ke Sarapa Raza Ka HaiTasweer-e-Sunniyat Hai Ke Chehra Raza Ka HaiWadi Raza Ki Koh Hai Himala Raza Ka HaiJis Samt Dekhiye Who ilaqa Raza Ka Hai Dastaar Arahi Hai Zameen Par Jo Sar UtheItna Buland Aaj Harayra Raza Ka Hai Kis Ki Majaal Hai Jo Nazar Bhi Mila SakayDarbar-e-Mustafa sallallahu alaihe
Dar E Khwaja Pe Sawali Ko Khara Rehne Do
Dar-e-Khwaja Pe Sawali Ko Khara Rehne Do Sar Nidamat Se Jhuka Hai Tou Jhuka Rehne Do Mujh Ko Mil Jayega Sadqa Mein Chala Jaonga Kasa-e-Dil Mera Qadmoon Mein Para Rehne Do Khud Hee Farmayeingay Mujrim Pe Woh Rehmat Ki Nazar Mujh Ko Khwaja Ki Adalat Mein Khara Rehne Do Chor Ke Aap Ka Dar Mein