Munawwar Meri Aankho Ko Mere Shamshudduha Kar DeGhamo Ko Dhoop Me Wo Saayae Zulfe Dota Kar DeJahaan Bani Ataa Kar De Bhari Jannat Hiba Kar DeNabi Mukhtare Qul Hai Jiss Ko Jo Chahe Ataa Kar DeJahan Me Unki Chalti Hai Wo Dam-me Kya Se Kya Kar DeJameen Ko Aasmaa Kar De Suraiya Ko Sara Kar
Category: M
Maqbool Dua Karna Manzoor Sana Karna
Maqbool Dua Karna Manzoor Sana Karna Mid-hat Ka Sila Dena Maqbool Sana Karna Dil Zikre Shareef Unka Har Subho Masa Karna Din Raat Japa Karna Har Aan Rata Karna Seene Pe Qadam Rakhna Dil Shaad Mera Karna Dard E Dil E Muztar Ki Sarkaar Dawa Karna Sansaar Bhikari Hai Jag Daata Daya Karna Hai Kaam
Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna
Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse KehnaTadapte Hai Tere Gulam Unse KehnaHo Jab Saamne Sabz Ghumbad tumhareNigahe Aqeedat Se Daaman PasareHai Haazir Tumhara Ghulam Unse KehnaMadine Ke Zaa-ir Salaam Unse KehnaBadi Chahato Se Hai Iss Darr Ko PaayaPada Hi Rahu Darr Na Chute TumharaNa Jaunga Ab Tishnakaam Unse KehnaMadine Ke Zaa-ir Salaam Unse KehnaPhire Kab Talak
Mere aaqa ki hai shaan sabse alag
Mere aaqa ki hai shaan sabse alag Jaise rutbe me qur’an sabse alag Shaane khairul basher khatamul ambiya Ik payambar ik insaan sabse alag Shafqate be-sabab rehmate be-talabunki bakshish ka unwaan sabse alag Arsh qadmo me payvand poshak me Hai do aalam ke sultaan sabse alag Unko dekha nahi fir bhi pehchan le Meri aankho
Mustafa Khairul Wara Ho
Mustafa Khairul Wara HoSarware Har Do Sara Ho Apne Achho Ka Tasadduq Hum Bado(n) Ko Bhi Niba Ho Kiske Fir Ho Kar Rahe HumGar Tumhi Humko Na Chaho Badd Ha(n)se Tum Unki Khaatir Raat Bhar Rouo Karaho Badd Kare Har dam BurayiTum Kaho Unka Bhala Ho Hum Wahi Nashusta Ru Hai Tum Wahi Bahre Ataa
Main lab kusha nahi hoon aur mehwe ilteja hu
Main lab kusha nahi hoon aur mehwe ilteja humain mehfil e haram ke aadaab jaanta hu Koi to aankh waala guzrega is taraf seTaibah ke raaste me main muntazir khada hu Ye roshni si kya hai, khushboo kahan se aayishayad main chalte chalte ROUZE tak aa gaya hu Taibah ke sab bhikari pehchante hai mujhkomujhko
Maah E Rabi Ul Awwal Aaya
Maah E Rabi Ul Awwal AayaRabb Ki Rehmat Saath Me LaayaPeer Ka Din Tareekh Hai BaarahFarsh Pe Chamka Arsh Ka TaaraAaj Ki Raat Baraat Rachi HaiAamena Ke Ghar Dhoom Machi HaiGhar Me Hoore Darr Pe Malak HaiJinke Qatare Ta-b-Falak HaiThandi Hawa Ka Jhonka AayaShour Macha Ik Salle Alaa KaLo Ab Uthi Gard E SavariPaide Hue
Mustafa Jaan E Rehmat Pe Laakho(n) Salaam (COMPLETE)
Mustafa Jaan E Rehmat Pe Laakho(n) Salaam Shamme Bazme Hidayat Pe Laakho(n) Salaam Mehre Charkhe Nubuvvat Pe Roushan Durood Ghul E Baagh E Risaalat Pe Laakho(n) Salaam Shehre Yaare Iram Tajdaare Haram Nau Bahaar E Shafa’at Pe Laakho(n) Salaam Shab E Asra Ke Dulha Pe Da-im Durood Nausha E Bazme Jannat Pe laakho(n) Salaam
Muhammad nabina (With English Translation)
Muhammad nabinaBinuru atinaMin Makkah Habibi nuru sata’ aal MadinahMin salla Salatu, wet’hala bsifatuYa bakht elli fdhelou mechi, yechfa’alu fimamatuMuhammad our prophet guides us with his lightFrom Makkah, O Beloved his light was glowing over MadinahHe who prays his prayers and tries to imitate his attitudesOh how lucky he is who walks in his presenceAnd gains
MILAAD HAI
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai Aao Milaad Manayein Aao Milaad ManayeinKonain Mein Hai Shohrat Milaad-E-Mustafa Ki Bajti Hai Jug Mein Nobat Milaad-E-Mustafa KiMilaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai Aao Milaad Manayein Aao Milaad ManayeinMaah-E-Rabi-Ul-Awwal Mauqa Hai Iss Khushi Ka Behtar Ho Iss Mein Kasrat Milaad-E-Mustafa KiMilaad Hai Milaad Hai Sarkaar