Kya Mahekte Hain Mahekne WaleBoo Pe Chalte Hain Bhatakne WaleJagmaga Uthi Meri Gor Ki KhaakTere Qurbaan Chamakne WaleMahe Bedaag Ke Sadqe JaaunYun Damakte Hain Damakne WaleArsh Tak Phaili Hai Taab E AarizKya Jhalakte Hain Jhalakne WaleGul E Taiba Ki Sana Gaate HainNakhl E Tooba Pe Chahekne WaleAasiyo! Thaam Lo Daaman Un KaWo Nahin Haath Jhatakne
Category: Kalaam E Raza
Bheeni Suhani Sub’h Mei Thandak Jigar Ki Hai
Bheeni Suhani Sub’h Mei Thandak Jigar Ki HaiKaliyaa(n) Khili Dilo Ki Hawa Ye Kidhar Ki Hai.Khubti Huwi Nazar Mei Adaa Kis Sahar Ki HaiChubhti Huwi Jigar mei Sadaa Kis Gajar Ki Hai.Daaley Hari Hari Hai To Baaley Bhari BhariKishte Amal Pari Hai Ye Barish Kidhar Ki Hai.Hum Jaye Aur Qadam Se Lipat Kar Haram KaheySounpa
Shukr E Khuda Ki Aaj Ghadi Us Safar Ki Hai
Shukr E Khuda Ki Aaj Ghadi Us Safar Ki HaiJis Par Nisaar Jaan Falaaho Zafar Ki HaiGarmi Hai Tap Hai Dard Hai Kulfat Safar Ki HaiNa Shukr Ye To Dekh Azeemat Kidhar Ki HaiKis Khaaqe Paak Ki Tu Banee Khaaqe Pa ShifaTujhko Kasam Janab E Maseeha Ke Sarr Ki HaiAabe Hayaat E Ruh Hai ‘Zarqa’
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
Dil Ko Unse Khuda Juda Na KareBekasi Loot Le Khuda Na KareIsme Rouze Ka Sajdah Ho Ki TawaafHosh Me Jo Na Ho Wo Kya Na KareYe Wahi Hai Ki Baksh Dete HaiKaun In Jurmo Par Saza Na KareSab Tabeebo Ne De Diya Hai JawaabAah Eesa Agar Dawaa Na KareDil Kaha Le Chala Haram Se MujheAre
Rukh Din Hai Ya Mehre Samaa, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi
Rukh Din Hai Ya Mehre Samaa, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi Shab Zulf Ya Mushke Khuta, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi Mumkin Me Ye Qudrat Kaha, Waajib Me Abdiyat Kaha Haira(n) Hu Ye Bhi Hai Khata, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi Haq Ye Ki Hai Abde Ilah Aur Aalam E Imkaa(n) Ke
Hum Khaak Hai Aur Khaaq Hi Mava Hai Hamara
Hum Khaak Hai Aur Khaaq Hi Mava Hai HamaraKhaaki To Wo Aadam Jad E Aala Hai HamaraALLAH Humein Khaak Kare Apni Talab MeYeh Khaaq To Sarkaar Se Tamgha Hai HamaraJis Khaaq Pe Rakhte The Qadam Sayyide A’alamUs Khaaq Pe Qurbaa(n) Dil E Shaida Hai HamaraKham Ho Gayi Pushte Falak Iss Ta’ane Zamee(n) SeSunn Hum Pe
Ahle Siraat Ruhe Amee(n) Ko Khabar Kare(n)
Ahle Siraat Ruhe Amee(n) Ko Khabar Kare(n) Jaati Hai Ummate Nabavi Farsh Parr Kare(n) Inn Fitanhaye Hashr Se Kahdo Hazar Kare(n) Naazo Ke Paale Aate Hai Rah Se Guzar Kare(n) Badd Hai To Aapke Hai Bhale Hai To Aapke Tukdo Se To Yaha(n) Ke Pale Rukh Kidhar Kare(n) Sarkaar Hum Kameeno Ke Atvaar Par Na
Poochte Kya Ho Arsh Par Yu’n Gaye Mustafa Ke Yu’n
Poochte Kya Ho Arsh Par Yu’n Gaye Mustafa Ke Yu’nKaif Ke Parr Jaha’n Jale Koyi Bataye Kya Ke Yu’nQasre D(a)na Ke Raaz Me Aqle To Gum Hai Jaisi HaiRuhe Qudus Se Poochiye Tum Ne Bhi Kuch Suna Ke Yu’nMaine Kaha Ki Jalwa E Asl Me Kis Tarah GumeSubha Ne Noore Mehr Me Mitt Ke Dikha
Rounaq E Bazme Jahaan Hai Aashiqane Sokhta
Rounaq E Bazme Jahaan Hai Aashiqane SokhtaKeh Rahi Hai Shamma Ki Goya Zabaan E SokhtaJisko Kurse Mehr Samjha Hai Jahaa(n) Ay Mun-emoUnke Khwane Jood Se Hai Ek Naan E SokhtaMaahe Mann Hai Nayyar E Mehshar Ki Garmi Ta-BakeyAatish E Isyaa(n) Me Khud Jalti Hai Jaan E SokhtaBarke Angushte Nabi Chamakti Thi Uss Par Ek BaarAaj
Sar Sue Rouza Jhuka Phir Tujhko Kya
Sar Sue Rouza Jhuka Phir Tujhko KyaDil Tha Sajid Najdiya Phir Tujhko KyaBaith-te Uth-te Madad Ke WaasteYA RASOOLALLAH صلی اللہ علیہ وسلم Kaha Phir Tujhko KyaYa Garaz Se Choot Ke Mahje Zikr KoNaam E Paak Unka Japa Phir Tujhko KyaBekhudi Me Sajda E Darr Ya TawaafJo Kiya Achha Kiya Phir Tujhko KyaUnko Tamlee Ke Malikul Mulq SeMaalik E A’alam