Ho Karam Sarkar Ab Tou Ho Gaye Ghum BeshumaarJaan-O-Dil Tum Par Fida Ae Do Jahan Ke TaajdarMein Akela Aur Masail Zindagi Ke BeshumaarAap Hee Kuch Kijiye Na Ae Shah-e-Aali WaqaarYaad Aata Hai Tawaaf-e-Khana-e-Ka’aba MujheAur Lipatna Multazim Se Waalihana Baar BaarSung-e-Aswad Choom Kar Milta Mujhe Kaif-O-SuroorChayn Paata Dekh Kar Dil Mustajab-O-MustajabGumbad-e-Khizra Ke Jalway Aur Woh IftariyanYaad
Category: H
Huzoor Aaisa Koi Intizam Ho Jaye
Huzoor aisa koi intizam ho jaye,Kay phir Madina rawana ghulam ho jaye. Naseeb waalon mein mera bhi naam ho jaye,Jo zindagi ki Madinay mein shaam ho jaye. Main shad shad maroon ga, agar dameakhir,Naseeb jalwa e kahirul anam ho jaye. Fuzool goi say bach jaye yeh zaban meri,Mera kalam Durood-o-Salaam ho jaye. Pia Raza ne
Humko Bulana Ya Rasulallah صلی اللہ علیہ وسلم
Humko Bulana Ya RasulAllah Humko Bulana Ya HabibAllah Kabhi To Sabz Gumbad Ka Ujala Hum Bhi Dekhenge Hamein Bulwaeinge Aaqa Madina Hum Bhi Dekhenge Dhadak Uthhayga Ye Dil Ya Dharakna Bhool Jayega Dil E Bismil Ka Uss Dar Par Tamasha Hum Bhi Dekhenge Adab Sey Hath Bandhay Unkay Rozay Per Kharay Hounge Sunehri Jaliyoon Ka
Habeeb E Khuda Ka Nazara Karu Main
Habeeb-E-Khuda Ka Nazara Karoon MeinDil-O-Jaan Unn Per Nisara Karoon Mein Teri Kafsh-E-Paa Yoon Sanwara Karoon MeinKe Palkon Se Uss Ko Bohara Karoon Mein Khudara Ab Aao Ke Dum Hai Labbon PerDum-E-Waapsi Tou Nazara Karoon Mein Teray Naam Per Sar Ko Qurbaan KarkeTere Sar Se Sadqay Utara Karoon Mein Ye Ek Jaan Kia Hai Agar Ho