Ya RasoolAllah Ya HabibAllah Salla Alaika Ya RasoolAllah Wassallam Alaika Ya HabibAllah Ahlaon Wa Sahlan Marhaba Ya RasoolAllah Charoon Taraf Noor Chahya Aaqa Ka Milad Aaya Khushiyon Ka Pegham Laya Aaqa Ka Milad Aaya Shams-O-Qamar Aur Taaray Kyun Na Ho Khush Aaj Saaray Unse Hee Tou Noor Paaya Aaqa Ka Milad Aaya Khushiyan Manatay
Category: A
Ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam (salaam) (with Audio)
Ay shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalamzeenat-e arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam rabbi-habli-ummati kehte huway paida huayrab ne farmaya ke bakhsha assalat-o-wassalam ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,zeenat-e-arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam sar jhuka kar ba adab ishq-e rasoolallah may,keh raha he har sitara assalat-o-wassalam ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,zeenat-e-arshe-e mu’alla, assalat-o-wassalam mu’mino padhthay raho tum apnay aqa par duroodhe farishto ka wazifa, assalat-o-wassalam ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,zeenat-e-arshe mu’alla,
Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu (with Audio)
Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi HuIss Karam Ki Badolat Barha HuUnkay Tukroon Say Ezaz Pa KarTajdaroon Ki Saf Mein Khara Hu Iss Karam Ko Magar Kiya Kaho GayMeinay Mana Mein Saab Say Bura HoonJo Buroon Ko Samatay Huey HainUnkay Qadmoon Mein Bhi Para Hoon Dekhnay Walo Mujhko Na DekhoDekhna Hai Agar To Yeh DekhoKisay
Aaya Ramzaan ka mahina Khafila chala soo-e-Madina
Aaya Ramzaan ka mahina Khafila chala soo-e-MadinaMujhe bhi do izn-e-Madina aane ki Sarkare MadinaMujhe na aaya bulawa kitni hai dil me tamannakash Aqa mai bhi dekh leta bahar-e-Ramzaan-e-MadinaMeri qismat ko bhi Khudara Tum sajanaHasnain ke sadqe me dikhana baar baar MadinaKahaan jaun kahaan daman pasaroon mai Malik-e-MadinaAas lagai hamne Tumhare Dar se ae Shahinsha-e-Madinakaheen aisa
Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara (Salaam)
Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara Sabaa Tu Madine Jaa Ke Kehna Khudara Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara Ghum se Hain Toote Hue, Zulmo Se Loote Hue, Muddat Hui Ya Nabi, Qismat Ko Roothe Hue, Rouze Mehshar Ummati Ka Aap Hi Sahara Din Raat Rooti Hain Ye, Ummat Tumhare Liye Ho Jaye Nazre Karam,
As sub hu bada min tal’ati hii
As sub hu bada min tal’ati hii W- al- laylu dajaa minv wafrati hee Kanz-ul-karami mowl-an-ni’ amiiHaad-il-umami li shari’ati hii. Sa’at-ish-shajaruu nataq-al-hajaruuShaqq-al-qamaruu bi ishaaratihii Jibrilu ataa laylata asraaW-ar-rabbu da’aa fii hadrati hii Fa Muhammaduna huwa SayidunaFal iszulana li ijaabetihi As – Subhu badaa min tal’ati hiiW- al- laylu dajaa minv wafrati hee
Allah Mera Deher Mein A’ala Maqaam Ho
Allah Mera Deher Mein A’ala Maqaam HoSarkaar Ke Ghulamon Mein Mera Bhi Naam Ho Marnay Say Pehlay Dekh Loon Subh-e-Dayaar-e-PaakSarkaar Haazri Ka Koi Intizaam Ho Saansein Mehekti Hoon Dam-e-Aakhir Gulab SeeDard-e-Zubaan Huzoor-e-Garaami Ka Naam Ho Jiss Waqt Meri Rooh Jasad Chornay LagayAankhoon Ke Saamnay Mere Mah-e-Tamaam Ho Iss Masht-e-Khaak Ki Hoon Sabhi Hasratein TamaamMehboob Ki
Arsh E Haq Hain
Arshe Haq He Musnade Rif’at Rasoolullah ﷺ Ki Dekhni He Hashr Me Izzat Rasoolullah ﷺ Ki Qabr Me Lehrayenge Tha Hasr Chashme Noor Ke Jalwah Farma Hogi Jab Tal’at Rasoolullah ﷺ Ki Kaafiro Par Taighe Waala Se Giri Bakre Ghazab Abr-Aasa Cha Gayi Haibat Rasoolullah ﷺ Ki Laa Wa Rabbil Arsh Jisko Jo Mila Unse