Sar Sue Rouza Jhuka Phir Tujhko KyaDil Tha Sajid Najdiya Phir Tujhko KyaBaith-te Uth-te Madad Ke WaasteYA RASOOLALLAH صلی اللہ علیہ وسلم Kaha Phir Tujhko KyaYa Garaz Se Choot Ke Mahje Zikr KoNaam E Paak Unka Japa Phir Tujhko KyaBekhudi Me Sajda E Darr Ya TawaafJo Kiya Achha Kiya Phir Tujhko KyaUnko Tamlee Ke Malikul Mulq SeMaalik E A’alam
Author: Ahmed Barkaati
Utha Do Parda Dikha Do Chehra
Utha Do Parda Dikha Do Chehra Ke Noore Baari Hijab Me Hai Zamana Taarik Ho Raha Hai Ki Mehr Kab Se Nikaab Me Hai Nahi Wo Meethi Nigaah Waala Khuda Ki Rehmat Hai Jalwa Farma Ghazab Se Unke Khuda Bachaye Jalaal E Baari Etaab Me Hai Jali-Jali Bu Se Uski Paida Hai Sozish E Ishqe
Aaj Ashq Mere Na’at sunaye to ajab kya
Aaj Ashq Mere Na’at sunaye to ajab kyaSun kar wo mujhe pas bulaye to ajab kyaUn par to gunahgar ka sab hal khula haiUs par bhi wo Daman main chhupaye to ajab kyaMunh dhanp ke Rakhna ke Gunahgar bahut huMayyat ko Meri Dekhne aye to ajab kyaDidar ke qabil to nahi chasme tamnnaLekin wo kabhi
Kis Chiz ki Kami hai Maula teri Gali main
Kis Chiz ki Kami hai Maula teri Gali mainDuniya Teri Gali main uqba Teri Gali mainDiwangi pe meri Haste hai aqalwaleRasta teri gali ka puchha Teri gali mainDiwana kar diya hai Diwana ho gaya huDekha hai Maine Aisa jalwa Teri gali mainMauto Hayat Meri Dono Tere liye haiMarna Teri gali main Jina teri gali mainKis
Raah pur khaar hai kya hona hai
Raah pur khaar hai kya hona haiPaa(n)v afgaar hai kya hona haiKhushk hai khoon ki dushman zalimSakht khunkhaar hai kya hona haiHumko bid kar wahi karna jis seDost bezaar hai kya hona haiTan ki aab kaun khabar le he-haiDil ka aazaar hai kya hona haiMeethe sharbat de maseeha jab bhiZid hai inkaar hai kya hona
Sar ta ba-qadam hai tan e sultane zaman phool
Sar ta ba-qadam hai tan e sultane zaman phoolLab phool, dahan phool, zakan phool, badan phoolSadqe me tere baagh to kya laye hai ban phoolIss guncha e dil ko bhi to imaa ho ki ban phoolTinka bhi hamare to hilaye nahi hiltaTum chaho to ho jaye abhi kohe mehan phoolWALLAH jo mil jaye mere ghul
Mere aaqa ki hai shaan sabse alag
Mere aaqa ki hai shaan sabse alag Jaise rutbe me qur’an sabse alag Shaane khairul basher khatamul ambiya Ik payambar ik insaan sabse alag Shafqate be-sabab rehmate be-talabunki bakshish ka unwaan sabse alag Arsh qadmo me payvand poshak me Hai do aalam ke sultaan sabse alag Unko dekha nahi fir bhi pehchan le Meri aankho
Kuch Aisa Kar de Mere Kirdgaar Aankho me
Kuch Aisa Kar de Mere Kirdgaar Aankho meHamesha Naqsh Rahe Roo-e-Yaar Aankho meWo Noor De Mere Parwardigar Aankhon MeKi Jalwagar Rahe Rukh Ki Bahaar Aankhon MeTumhaare Qadmo pe moti nisaar hone koHain be shumaar meri Ashkbaar Aankho meUnhe na dekha to kis kaam ki hai ye AankheKe Dekhne ki he saari Bahaar Ankho meNazar me
Mustafa Khairul Wara Ho
Mustafa Khairul Wara HoSarware Har Do Sara Ho Apne Achho Ka Tasadduq Hum Bado(n) Ko Bhi Niba Ho Kiske Fir Ho Kar Rahe HumGar Tumhi Humko Na Chaho Badd Ha(n)se Tum Unki Khaatir Raat Bhar Rouo Karaho Badd Kare Har dam BurayiTum Kaho Unka Bhala Ho Hum Wahi Nashusta Ru Hai Tum Wahi Bahre Ataa
Wasfe Rukh Unka Kiya Karte Hai
Wasfe Rukh Unka Kiya Karte Hai, Shar-he Wash-shamso Zuha Karte HaiUnki Hum Madd-ho Sana Karte Hai, Jinko Mahmood Kaha Karte HaiMaahe Shak Gashta Ki Soorat Dekho, Kaap Kar Mehr Ki Raj’at DekhoMustafa Pyare Ki Qudrat Dekho, Kaise Ayjaz Hua Karte Hai Tu Hai Khursheed E Risalat Pyare, Chup Gaye Teri Ziya Me TaareAmbiya Aur Hai Sab