Kankar Se Kalma Padhwao Phir Kehna Hum Jaise TheDoobey Suraj Ko Lautao Phir Kehna Hum Jaise TheTum Bhi Zara Meraj Ko Jao Phir Kehna Hum Jaise TheJao Namaze Lekar Aao Phir Kehna Hum Jaise TheLohe Se Talwar Banana Aam Hai Duniya Main LekinTehni Ko Talwar Banao Phir Kehna Hum Jaise ThePeshani Par Daagh Banana Koi
Author: Ahmed Barkaati
Mere ALLAH Ke Nigaar Salaam
Mere ALLAH Ke Nigaar SalaamDaste Qudrat Ke Shahkaar Salaam Dono Aalam Ke Taajdaar SalaamJaane Har Jaano Jaandaar Salaam Khaake Taibah Bane Meri HastiArz Karta Hai Khaaksaar Salaam Phir Madine Mein Kab BulaaogeTum Se Kehta Hai Intizaar Salaam Mujhe Ko Zaalim Pe Ikhtiyaar NaheeTum To Rakhte Ho Ikhtiyaar Salaam Khuld Kehti Hai Yeh Madeene SeTujh Pe Ay Khuld Ki Bahaar Salaam Apni Ulfat Ka Aisa Jaam PilaJiska Barhta Rahe
Abr e Karam Gesoo e Muhammad
Abr e Karam Gesoo E MuhammadDonu Haram Abroo E MuhammadSab ki Nazar hay Soo E Ka’bahKa’bah takay hay Roo E MuhammadKa’bay ko kis ne banaya QiblahKa’bay ka Ka’bah Roo E MuhammadSajda E Sar hay Soo E Ka’bahSajda-e-Dil hay Soo E MuhammadSaaray Chaman mein kis ki KhushbooKhushboo hay Khushboo E MuhammadKis ki Chamak hay Paykar E
Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay
Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat HayYeh Woh Turbat Hay Ji Ko `Arsh e A`zam Pur Fazeelat Hay!The destination of the angels is the shrine in Medina,Ranking higher than the Great Throne, is this shrine in Medina!Bhala dasht e Madinah say chaman ko koi nisbat hai;Madinay ki fazaa rashk e bahaar e
Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai
Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi HaiDafa E Ghum Tumhari Duhayi HaiUmr Khelo(n) Me Humne Gawayi HaiUmr Bhar Ki Yahi To Kamayi HaiTumne Kab Aankh Humko Dikhayi HaiTumne Kab Aankh Humse Firayi HaiTu Khuda Ka Huwa Aur Khuda TeraTere Qabze Me Saari Khudayi HaiJab Khuda Khud Tumhara Huwa To FirKaun Si Cheez Hai Jo Parayi
Munawwar Meri Aankho Ko Mere Shamshudduha Kar De
Munawwar Meri Aankho Ko Mere Shamshudduha Kar DeGhamo Ko Dhoop Me Wo Saayae Zulfe Dota Kar DeJahaan Bani Ataa Kar De Bhari Jannat Hiba Kar DeNabi Mukhtare Qul Hai Jiss Ko Jo Chahe Ataa Kar DeJahan Me Unki Chalti Hai Wo Dam-me Kya Se Kya Kar DeJameen Ko Aasmaa Kar De Suraiya Ko Sara Kar
Bheeni Suhani Sub’h Mei Thandak Jigar Ki Hai
Bheeni Suhani Sub’h Mei Thandak Jigar Ki HaiKaliyaa(n) Khili Dilo Ki Hawa Ye Kidhar Ki Hai.Khubti Huwi Nazar Mei Adaa Kis Sahar Ki HaiChubhti Huwi Jigar mei Sadaa Kis Gajar Ki Hai.Daaley Hari Hari Hai To Baaley Bhari BhariKishte Amal Pari Hai Ye Barish Kidhar Ki Hai.Hum Jaye Aur Qadam Se Lipat Kar Haram KaheySounpa
Shukr E Khuda Ki Aaj Ghadi Us Safar Ki Hai
Shukr E Khuda Ki Aaj Ghadi Us Safar Ki HaiJis Par Nisaar Jaan Falaaho Zafar Ki HaiGarmi Hai Tap Hai Dard Hai Kulfat Safar Ki HaiNa Shukr Ye To Dekh Azeemat Kidhar Ki HaiKis Khaaqe Paak Ki Tu Banee Khaaqe Pa ShifaTujhko Kasam Janab E Maseeha Ke Sarr Ki HaiAabe Hayaat E Ruh Hai ‘Zarqa’
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
Dil Ko Unse Khuda Juda Na KareBekasi Loot Le Khuda Na KareIsme Rouze Ka Sajdah Ho Ki TawaafHosh Me Jo Na Ho Wo Kya Na KareYe Wahi Hai Ki Baksh Dete HaiKaun In Jurmo Par Saza Na KareSab Tabeebo Ne De Diya Hai JawaabAah Eesa Agar Dawaa Na KareDil Kaha Le Chala Haram Se MujheAre
Rukh Din Hai Ya Mehre Samaa, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi
Rukh Din Hai Ya Mehre Samaa, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi Shab Zulf Ya Mushke Khuta, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi Mumkin Me Ye Qudrat Kaha, Waajib Me Abdiyat Kaha Haira(n) Hu Ye Bhi Hai Khata, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi Haq Ye Ki Hai Abde Ilah Aur Aalam E Imkaa(n) Ke