Ya Muhammad Noor-e-Mujassam ya Habibi Ya MaulaiTasweer-e-Kamal-e-Mohabbat Tanveer-e-Jamal-e-Khudayei Tera Wasf Bayaan Ho Kis Se Teri Kon Karega BarayeiIss Gard-e-Safar Mein Gum Hai Jibreel-e-Ameen Ki Rasayei Ye Rung-e-Bahar-e-Gulshan Ye Gul Aur Gul Ka JobanTere Noor-e-Qadam Ka Dhowan Uss Dhowan Ki Ra’nayei Ma Ajmalaka Teri Surat Ma Ah’sanak Teri SeeratMa Akmalaka Teri A’zmat Teri Zaat Mein Gum
Author: Ahmed Barkaati
Ya Sayyidi Irhamlana
Ya Sayyidi Irhamlana Ya Syedi Irhamlana Ya Syayidi Irhamlana Ya Syedi Irhamlana O Master, be merciful towards us, O Master, be merciful towards usO Master, be merciful towards us, O Master, be merciful towards us Innil Tiya ree Hassaba Youmun Ilaa Ardil Haram Balligh Salaami Roudatun Feehannabiyul MohtaramO Winds! If someday you pass by the sacred land,Do give
Qaseedah E Noor (Complete)
Subha Taibah Me Hui Bat’ta Hain Baada Noor Ka Sadqa Lene Noor Ka Aaya Hain Taara Noor Ka Baaghe Taibah Me Suhana Phool Phoola Noor KaMast Bu Hain Bul Buley Padhti Hain Kalmah Noor Ka Baarhvi Ke Chaand Ka Mujra Hai Sajdah Noor Ka Baarah Burjo Se Jhuka Ik Ik Sitara Noor Ka Unke Kasre
Sabse Aula Wo A’ala Hamara Nabi صلی اللہ علیہ وسلم
Sabse Aula Wo A’ala Hamara Nabi صلی اللہ علیہ وسلم Sabse Baala Wo Waala Hamara Nabi صلی اللہ علیہ وسلم Apne Maula Ka Pyara Hamara Nabi صلی اللہ علیہ وسلم Dono A’alam Ka Dulha Hamara Nabi صلی اللہ علیہ وسلم Bazme Aakhir Ka Shamae Faraouza Hua Noor-E-Awwal Ka Jalwah Hamara Nabi صلی اللہ علیہ وسلم Bujh Gayi Jiske Aage
Wahi Rab Hain Jisne Tujhko
Wahi Rab Hain Jisne Tujhko Hama’atan Karaam Banaya,Hume Bheekh Maangne Ko, Tera Aastaa(n) BatayaTujhe Hamd Hai Khudaya Tumhi Haakim-E-Baraaya, Tunmhi Qasim-E-AtaayaTumhi Dafae’e Balaya Tumhi Shafae’e KhatayaKoyi Tumsa Kaun Aaya Woh Kanwari Paak Maryam, Woh Nafakhto Feehe KaadamHain Ajab Nishaan-E-Aazam, Magar Aamena Ka JaayaWohi Sabse Afzal Aaya Yahi Bole Sidra Waale, Chaman-E-Jahan Ke ThaaleSabhi Maine Chaan Daale Tere Paaye
Sarwar Kahoo Ke Maliko Maula Kahu Tujhe
Sarwar Kahoon Kay Maalik-o-Maula Kahoon Tujhay Baagh-e-Khaleel Ka Gul-e-Zaiba Kahoon Tujhay Subh-e-Watan Pay Shaam-e-Ghareeban Ko Doon Sharaf Bey-Kus Nawaaz Gey-Sue-Oon Wala Kahoon Tujhay Allah Nay Teyray Jism-e-Munawwar Kee Taa-Bish-Aeyn Aey Jaan-e-Jaan Mein Jaan-e-Tajalla Kahoon Tujhay Mujrim Hoon Apnay Af’oo Ka Samaan Karoon Shah-aa Ya’nee Shafe’e Roz-e-Jaza Ka Kahoon Tujhay Teyray Tou Wasf A’eb Ta-Na-Hee Say
Zehe Izzat-O Itlaaye Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم
Zahe Izzato Aetala-E Muhammad Ke Hai Arsh E Haq Zere Paa-E Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم Makaa(n) Arsh Unka Falak Farsh UnkaMalak Khaadimane Sara-E Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم Khuda Ki Raza Chahte Hai Do Aalam Khuda Chahta Hai Raza-E Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم Ajab Kya Agar Raham Farma Le Hum ParKhuda-E Muhammad Baraa-E
Peshe Haq Muzdah Shafa’at Ka Sunatein Jayenge
Pesh-E-Haq Muzhda Shafa’at Ka Sunatay Jaayeingay Aap Routay Jaayeingay Hum Ko Hasaatay Jaayeingay Dil Nikal Jaanay Kee Jaa Hai Aah! Kin Aankhoon Say Wo Hum Say Piyaason Kay Liyay Darya Ba-Ha-Tay Jaayeingay Kushtgaane Garmiye Mahshar Ko Wo Jaane Maseeh Aaj Daaman Ki Hawa De Kar Jilate Jayenge Gul Khilega Aaj Yeh Unki Naseeme Faiz Se
Wo Kamaale Husn E Huzoor Hain
Wo Kamaal E Husn E Huzoor Hai Ke Ghumaan E Naqsh Jahaan Nahi Yahi Phool Khaar Se Duur Hai Yahi Shama’e Hai Ke Dhuwa Nahi Do Jahaan Ki Behtariyan Nahi Ke Amaaniye Dil O Jaan Nahi Kaho Kya Hai Wo Jo Yaha Nahi Magar Ik “Nahi” Ke Wo Haan Nahi Main Nisaar Tere Kalaam Par
Wo Suey La Lazaar Phirtey Hain
Wo Suey La Lazaar Phirte Hain Tere Din Ay Bahaar Phirte Hain Jo Tere Dar Se Yaar Phirte Hain Dar-Ba-Dar Yu Hi Khaar Phirte Hain Phool Kya Dekhu Meri Aankhon Mein Dashte Taibah Ke Khaar Phirte Hain Jaan Hain Jaan Kya Nazar Aaye, Kyu Adu Gird E Gaar Phirte Hain Unke Ima Pe Dono Bagho