Aaya Ramzaan ka mahina Khafila chala soo-e-MadinaMujhe bhi do izn-e-Madina aane ki Sarkare MadinaMujhe na aaya bulawa kitni hai dil me tamannakash Aqa mai bhi dekh leta bahar-e-Ramzaan-e-MadinaMeri qismat ko bhi Khudara Tum sajanaHasnain ke sadqe me dikhana baar baar MadinaKahaan jaun kahaan daman pasaroon mai Malik-e-MadinaAas lagai hamne Tumhare Dar se ae Shahinsha-e-Madinakaheen aisa
Author: Ahmed Barkaati
Kushiyo ki bahaare laaya Ramzan mubarak aaya
Kushiyo ki bahaare laayaRamzan mubarak aaya…dil joom ke mera gaayaRamzan mubarak aaya..Qur’aa ki tilawat hogibhar pur ibaadat hogiQuraan ka tohfa laayaRamzan mubarak aayasehri ki ajab raahat heiftar me wo ronaq heik kaif ajab he chhayaRamzan mubarak aayaroze ki ye lazzat dekhona pyas ki shiddat he wokya sabr he hum ne paayaRamzan mubarak aayaRamzan to he
Ho Karam Sarkar Ab Tou Ho Gaye Ghum Beshumaar
Ho Karam Sarkar Ab Tou Ho Gaye Ghum BeshumaarJaan-O-Dil Tum Par Fida Ae Do Jahan Ke TaajdarMein Akela Aur Masail Zindagi Ke BeshumaarAap Hee Kuch Kijiye Na Ae Shah-e-Aali WaqaarYaad Aata Hai Tawaaf-e-Khana-e-Ka’aba MujheAur Lipatna Multazim Se Waalihana Baar BaarSung-e-Aswad Choom Kar Milta Mujhe Kaif-O-SuroorChayn Paata Dekh Kar Dil Mustajab-O-MustajabGumbad-e-Khizra Ke Jalway Aur Woh IftariyanYaad
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Naat Sarkar Ki Parta Hoon MeinBas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat HogiIk Tera Naam Waseela He Mera Ranj O Gham Mey Bhi Iss Naam Sey Rahat HogiYe Suna Hey Kay Bahot Ghor Andheri HogiQabar Ka Khowf Na Rakna Ey DilWaha Sarkar E Madina Ki Ziarat HogiUnko Mukhtar Banaya Hey Merey Mola NeyKhuld Mein Bas
Dar E Khwaja Pe Sawali Ko Khara Rehne Do
Dar-e-Khwaja Pe Sawali Ko Khara Rehne Do Sar Nidamat Se Jhuka Hai Tou Jhuka Rehne Do Mujh Ko Mil Jayega Sadqa Mein Chala Jaonga Kasa-e-Dil Mera Qadmoon Mein Para Rehne Do Khud Hee Farmayeingay Mujrim Pe Woh Rehmat Ki Nazar Mujh Ko Khwaja Ki Adalat Mein Khara Rehne Do Chor Ke Aap Ka Dar Mein
Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara (Salaam)
Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara Sabaa Tu Madine Jaa Ke Kehna Khudara Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara Ghum se Hain Toote Hue, Zulmo Se Loote Hue, Muddat Hui Ya Nabi, Qismat Ko Roothe Hue, Rouze Mehshar Ummati Ka Aap Hi Sahara Din Raat Rooti Hain Ye, Ummat Tumhare Liye Ho Jaye Nazre Karam,
Woh Sarwar E Kishwar E Risalat Qaseeda e Mearaj
Woh Sarwar E Kishwar E Risalat Jo Arsh Per Jalwah Gar Huye Thay Naye Nirale Tarab Kay Saaman Arab Ke Mehman Kay Liye Thay. Bahar Hai Shadiyan Mubarak Chaman Ko Aabadiyan Mubarak Malak Falak Apni Apni Lay Main Yeh Ghar Ana Dil Ka Boltay Thay. Wahan Falak Per Yahan Zameen Main Rachi Thi Shaadi Machi
Dar-e-nabi par yeh umr beetay ho ham pey lutf-e-dawaam aesa
Dar-e-nabi par yeh umr beetay ho ham pey lutf-e-dawaam aesaMadinay wale kahain maqami ho un kay dar par qayaam aesa Yeh rif’at-e-zikr-e-mustafa hey naheen kisee ka maqaam aesaJo baad zikr-e-khuda hey afzal hey zikr-e-khair-ul-anaam aesa Jo ghamzadon ko galay laga lay buron ko daman main jo chupa layHey dusra kaun is jahaan main siwa-e-khair-ul-anaam aesa
Kaun Shehre Makkah Mein
Kaun Shehre Makkah Me Subha Subha Aaya HaiJiske Noor Se A’alam Saara Jagamagaya HaiGhaib Se Nida Aayi Aamena Mubarak HoTune Rehmate Haq Se Noor Haq Ka Paaya HaiThi Nida Shab E Asra Udno Minne Mehboob Be Thadak Chale Aao, Humne Hi Bulaya HaiAql Sabki Hairaa Hain Dekh Kar Shahe Dee KoYe Bashar To Hai Lekin, Kyu
Zameen maili nahi hoti
Zameen mali nahi hoti, zaman maila nahin hotaMuhammad صلی اللہ علیہ وسلم kay gulamon ka kafan maila nahi hota. Mohabbat Kamli wale say, woh jazba hai suno logoYeh jis man main sama jaaye, woh mann maila nahi hota. Gulon ko choom laite, hain seharnam shabnami qatreNabi صلی اللہ علیہ وسلم ki naat sun lein tu, chaman maila nahi hota.