Koi saleeqa hai aarzoo ka, na bandagi meri bandagi haiYeh sab tumhara qaram hai aaqa keh baat ab tak bani hui hai Kissi ka ehsan kyon uthain, kissi ko haalat kyon batainTumhein se mangein gey tum hi do gey, tumhare dar se hi loo lagi hai Ata kiya mujh ko darde-ulfat, kaha thi yeh pur
Author: Ahmed Barkaati
Lam yaati naziiru kafi nazarin mislay to na shud peda jaana (with audio)
Lam Yaati Naziiru Kafi Nazarin Mislay Tu Na Shud Peda JaanaJag Raaj Ko Taaj Toray Sar Sohay Tujh Ko Shahay Do Saraa Jana Al Bahru Ala Wal Mowju Tagha Man Baykas O Tufaa(n) Hosh RubaManjdhaar Me Hu Bigrri Hai Hawa Mori Nayya Paar Laga Jaana Ya Shamsu Nazar Ti ilaa Layli Chuba Teyba Rasi Arzay
Madina Madina Hamaara Madina
Madina Madina, Hamaara MadinaHammay Jaan-o-dil say hay pyaara Madina Suhaana suhaana dulaara MadinaHar aashiq ki aankhou ka taara MadinaMadina Madina, Hamaara MadinaHammay Jaan-o-dil say hay pyaara Madina Sabhi Aashiq-e-Mustafa ( a14.gif ) keh rahay hainHammay tou haI jannat say pyaara MadinaMadina Madina Madina MadinaMadina Madina Hamaara Madina Yeh rangeen fazaaein, ye mehki hawaaeinMu’attar, Mu’amber hai
Main Nazar Karun Jaan O Jiigar (with audio)
Main nazar karun jaan o jiigar, kesa lage gaaRakhdu daar – e – Sarkaar peh sar, kesa lage gaa Aja’e mukadar seh meray, ghar joh shahediiMain kesa lagun gaa, meraa ghar kesa lage gaa Jaab duur seh hai itna haseen, Ghumbad – e – HazraIs paar seh esa hai, udar kesa lage gaa Sarkaar neh
Manqabat Shaan e Imam e Azam Abu Haneefa RadiyAllahu Ta’ala Anhu
Hum Aaimmah ke muqallid hain tamaamHai Imamaun ka hamay bhi ehteraam Har Imam e waqt ne Deen ke liyeWaqf ki hai jaan apni la kalaam Hai jahaan mein Hazrath Numaan bhiMazhab Hanfi ke sar-kirdah Imaam Aapne chaha yehi aik aik palSur-khuru ho Ummate Khairul Anaam Ijtihaad aisa kiya Ai marhabaMujtahid ho kar raha duniya me
Madine Ke Waali Do Alam (with audio)
Madine Ke Waali Do Alam Ke Daata Meri Bhi Soue Taibah Lagai HaiMay Mohtaj Hoo Ek Nigahe Karam Ka Tumhare Karam Se Meri Zindagi Hai Hai Wadi e Aiwan Pe Khalique Ki Rehmat Musallam Hai Baitul Muqaddas Ki AzmatMagar Qalb e Muztar Ko Hai Jiski Haajat Woh Sultan e Taibah Tumhari Gali Hai Tumhare Hi
May So Jaoo Ya Mustafa Kehtey Kehtey Kehtey (with audio)
May so jaoo Ya MUSTAFA (S.A.W.W) kehtey kehteyKhulley aankh Salle Aala kehtey kehteySitam pay Sitam seh gaey dushmano kayHabeeb-e-KHUDA, Ya KHUDA kehtey kehteyGuzarte thay kaantey bharrey raasto sayRASOOL-e-KHUDA, Marhaba kehtey kehteyHuwey surkhuru Aap her maarkey mayFakat Rabbana , Rabbana kehtey kehteyShahe her do Aalam ne naam-e-jabee sayBhara paet shukrey KHUDA kehtey kehteyAndheiroo may ham ne
Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam (Manqabat) (with audio)
Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam Humne Jholi Hai Phailayi Bari Dair Se Daalo Nazr-e-Karam Sarkar,Apne Mangton Par Ek Baar Humne Mehfil Hai Saja’yi Bari Dair Se Mere Chand Main Sadqe Aa Ja Idher Bhi Mere Chand Main Sadqe Aa Ja Idher Bhi
Ya Nabi Salaam Alaika (salaam)
Ya Nabi Salaam Alaika,Ya Rasul Salaam Alaika,Ya Habib Salaam Alaika,Salawatullaah Alaika. Jashn-e-Milad un nabi hay,Noor ki chaadar tani hay,Roshani hi roshani hay,Har taraf yay doom machi hay. Ya Nabi Salaam Alaika,Ya Rasul Salaam Alaika,Ya Habib Salaam Alaika,Salawatullaah Alaika. Ya habeeb-e-rab-e-daawar,Azpa-ay Siddeeq-e-Akbar,Aur Umar Usmaan O Haydar,Chashmay baytar Do qalb-e-uzz par. Ya Nabi Salaam Alaika,Ya Rasul Salaam
Ya Ilaahi Har Jaga Teri Ataa Ka Saath Ho (with audio)
Ya Ilaahi Har Jaga Teri Ataa Ka Saath HoJub Pade Mushkil Sha’e Mushkil Kusha Ka Saath Ho Ya Ilaahi Bhool Jawu Naza’Ki Takleef KoShaadiye deedare Husne Mustafa Ka Saath Ho Ya Ilaahi Gor Teera Ki Jab Aayeh Sakht RaatUnke Pyaare Moonh Ki Subha Jaa Fiza Ka Saath Ho Ya Ilaahi Jub Padre Mahshar Me Shore