Ilahi madad kar, madad ki ghari hai,Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai. Mere tan pay ghaflat ki chaadar pari hai,Nahoosat gunaahon ki chaei hui hai, Yahi baat hum nay barhon say suni hai, Na ho banagi gar to kia zindagi hai, Ae abr-e-karam aa baras ja, baras ja,Baras ja, baras ja, baras ja, baras
Author: Ahmed Barkaati
Lutf Unka Aam Ho Hi Jayega (with audio)
Lutf Unka Aam Ho Hi Jayega Shaad Har Nakaam Ho Hi Jayega Jaan De Do Wa’adae Deedar Par Naqd Apna Daam Ho Hi Jayega Shaad Hain Firdous Yani Aik Din Qismat Khuddam Ho Hi Jayega Yaad Reh Jayegi Ye Be-bakiya Nafs Tu To Ram Ho Hi Jayega Be Nishano Ka Nishaa(n) Mit-Ta Nahi Mit-te Mit-te
Parho Durood Ke Maulood Ki Ghari Aayi (with audio)
Parho Durood Kay Maulood Ki Ghari Aayi Har Ek Saa’at O Lamha Hai Qeemti Iss Ka Har Ek Raat Se Barh Kar Mila Isay Rutba Isi Liye To Ye Shab Behtareen Kehlaayi Khuda Ka Shukr Karo Aur Parho Durood Un Per Ke Aaj Laaye Hain Tashreef Haadi O Rehbar Zamanay Bhar Mein Hai
Wah Kya Judoo Karam Hain (complete) (with audio)
Wah Kya Joodo Karam Hain Shahe Bat-Ha Tera Nahi Sunta Hi Nahi Maangne Waala Tera Dhaare Chalte Hain Ataa Ke Wo Hain Qatra Tera Tare Khilte Hain Sakhaa Ke Wo Hain Zar-ra Tera Faiz Hain Ya Shahe Tasneem Nirala Tera Aap Pyaso Ke Tajas-sus Me Hain Dariya Tera Agniya(n) Palte Hain Dar Se Wo Hain
SUBHE-BAHARAAN
Maulood-E-Mustafa Hai Ye Jashn Ka Sama Hai Ye Subh-E-Baharaan Hai Ye Jashn-E-Mustafa HaiSubh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo Jashn-E-Baharaan Milkay Manao Shaadmaani Ke Taranay Goonjtay Hain Har Jagah Aashiqaan-E-Mustafa Jhoomtay Hain Har Jagah Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo Jashn-E-Baharaan Milkay ManaoDeep Khushi Ke Milkay Jalao Aaye Hain Aaqa Sabko BataoJashn-E-Nabi Phir Jashn-E-Nabi Hai Karlo Charaghaan Rung JamaoBachon Ko
A’alam E Islam Ko Eid-E-Meelad-Un-Nabi
Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba SalAllah Marhaba SalAllah Marhaba SalAllah MarhabaYa MustafaMarhaba Ya Mustafa Sud Marhaba Allah Allah Ya Allah Allah AllahA’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi Ho Mubarak Ho Mubarak Eid-E-Milaad-Un-NabiMarhaba Ya Mustafa Sud Marhaba Allah Allah Ya Allah Allah AllahHo Mubarak Ahl-E-Imaan Hogayei Qismat Darakhshaan Chaar Jaanib Dhoom Hai Sarkar Ki Milaad Ki Jhoomta Hai
MILAAD HAI
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai Aao Milaad Manayein Aao Milaad ManayeinKonain Mein Hai Shohrat Milaad-E-Mustafa Ki Bajti Hai Jug Mein Nobat Milaad-E-Mustafa KiMilaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai Aao Milaad Manayein Aao Milaad ManayeinMaah-E-Rabi-Ul-Awwal Mauqa Hai Iss Khushi Ka Behtar Ho Iss Mein Kasrat Milaad-E-Mustafa KiMilaad Hai Milaad Hai Sarkaar
JASHN-E-WILADAT ZINDABAD
Rif’at-e-Subh-e-Sa’adat Zindabad Marhaba Jashn-e-Wiladat Zindabad Mu’ajza Hee Mu’ajza Hai Unki Zaat Shahkar Dast-e-Qudrat Zindabad Har Tajalli Aapse Zahir Hui Marhaba Mah-e-Risalat Zindabad Zindagi Phir Zindagi Lagne Lagi Jab Keh Aaye Wahdat Zindabad Kabar-O-Nakhoot Ko Mitaya Aapne Parcham-e-Ijz-o-Muhabbat Zindabad Dushman-e-Jaan Per Bhi Saya-e-Karam Aapki Tanveer Seerat Zindabad Na’at Unki Ae Ujaagar Likhte Hee Mujh Mein Utri
ARZO-SAMAA BANAY HAIN
Arz-O-Sama Banay Hain Issi Noor Ke Tufail Taaray Chamak Rahay Hain Issi Noor Ke Tufail Gulshan Haray Bharay Hain Issi Noor Ke Tufail Dono Jahan Sajay Hain Issi Noor Ke Tufail Iss Noor Ka Azal Se Abad Tak Hai Silsila Ye Noor Who Hai Jiss Ka Taraf Daar Hai Khuda Aaya Hai Rah-e-Raast Dikhanay Ke
ARSH KA DULHA AAYA HAIN
A’alam Mein Baraat Rachi Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Jugmug Jugmug Duniya Saji Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Arsh Se Utra Noor Khuda Ka Noor Badamaan Saari Duniya Inki Zia Se Ye Chamki Hai Arsh Ka Dulha Aaya Hai Kufur Ki Boo Kafoor Hui Hai Shah-e-Dinaa Ki Aamad Se Khushboo-e-Iman Pehli Hai Arsh