Zeenat E Sajjada O Bazme Qazaa Milta Nahi
Laal E Yata E Shahe Ahmed Raza Milta Nahi
Wo Jo Apne Daur Ka Siddeeq Tha Milta Nahi
Mahram E Raaz E Muhammad Mustafa Milta Nahi
Ab Chiraagh E Dil Jalaa Kar Ho Sake To Dhoondhiye
Par-tawe Ghous O Raza O Mustafa Milta Nahi
Aalim E Sozdaroon Kis Se Kahoo Kis Se Kahoo
Chaara Saaze Dard E Dil Dard E Aashiyana Milta Nahi
Aalimo Ka Mutabar Wo Peshwaa Milta Nahi
Jo Mujassam Ilm Tha Wo Kya Huwa Milta Nahi
Zaahido Ka Wo Musallam Muqtadaa Milta Nahi
Jispe Naaz Zaahid Tha Wo Paarsaa Milta Nahi
Faro Afraad E Zamaan Wa Shaykh Ash Shayake Jahaan
Kaamilaane Dehr Ka Wo Muntaha Milta Nahi
Istiqamat Ka Wo Koha Muhkamo Baala Tere
Jiske Jaane Se Zamana Hilgaya Milta Nahi
Chaar Yaaro Ki Adaa’e Jisme Thi Jalwa Numa
Chaar Yaaro Ka Wo Roushan Aayna Milta Nahi
Ekh Shaake Ghul Nahi Saara Chaman Andogheen
Mustafa KA Andaleebe Khusnawa Milta Nahi
Mufti E Aazam Ka Zarra Kya Bana Akhtar Raza
Mehfil E Anzjum Mein Akhtar Doosra Milta Nahi