Ye Shehr E Mustafa Hai, Madina Kareem Hai Sab Ko Nibha Raha Hai, Madina Kareem Hai Kyun Na Kareem Ho Ye Ki Aaqa Kareem Ka Maskan Jo Ban Gaya Hai, Madina Kareem Hai Phayla Ke Apni Baa(n)hein Bulaata Hai Baar Baar Rehmat Ka Daayra Hai, Madina Kareem Hai Tukdon Pe Un Ke Palte Hain Shaah
Tag: audio
Talab Ka Munh To Kis Qaabil Hai Ya Ghous
Talab Ka Munh To Kis Qaabil Hai Ya Ghous Magar Tera Karam Kaamil Hai Ya Ghous Duhaayi Ya Muhiyuddee(N) Duhaayi Balaa Islam Par Naazil Hai Ya Ghous Woh Sangee(N) Bid’ate Woh Teziye Kufr Ki Sar Par Taig Dil Par Sil Hai Ya Ghous Azooman Qaatilan Indal Qitaali Madad Ko Aa Dame Bismil Hai Ya Ghous
Noori Mehfil Pe Chaadar Tanee Noor Ki
Noori Mehfil Pe Chaadar Tanee Noor Ki Noor Phayla Huwa Aaj Ki Raat Hai Chandni Mein Hain Dubey Huwe Do Jahaa(N) Kaun Jalwa Numa Aaj Ki Raat Hai Farsh Par Dhoom Hai Arsh Par Dhoom Hai Badnasibi Hai Uski Jo Mehroom Hai Phir Mile Gi Yeh Shab Kis Ko Maloom Hai Aam Lutf E Khuda
Hai Lab E Isa Se Jaa(n) Bakhshi Nirali Haath Mein
Hai Lab E Isa Se Jaa(n) Bakhshi Nirali Haath Mein Sang Reze Paate Hai Sheeri(n) Maqaali Haath Mein Be Nawaaon Ki Nigaahein Hain Kahaa Tehreer E Dast Reh Gayi Jo Paa Key Jood E Laa Yazaali Haath Mein Kya Lakeero(n) Mein Yadullah Khat Sar O Aasa Likha Raah Yu(n) Iss Raaz Likhne Ki
Aaya Hai Ye Tera Deewana Shayal Lillah Shayal Lillah
Aaya Hai Ye Tera Deewana Shayal Lillah Shayal Lillah Kehta Hai Ye Har Dam Mastana Shayal Lillah Shayal Lillah Tu Peer Mera La-Sani Hain Aur Ghous Mera Jeelani Hain Main Tera Mureed Hu Deewana Shayal Lillah Shayal Lillah Hai Huqm Tera Huqm E Rabbi Ik Damm Me Jo Chahe Karde Wahi Ye Daur Tera Hai
Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam
Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam Mere Shafe’a E Mehshar, Tum Par Salaam Har Dam Iss Be-kaso Azee Par Jo Kuch Guzar Rahi Hain Zaahir Hai Sab Wo Tum Par Tum Par Salaam Har Dam Banda Tumhare Darr Ka Aafat Me Mubtala Hain Rehme Habeeb E Daawar, Tum Par Salaam
Ahmed Raza Ka Taaza Gulistaan Hain Aaj Bhi
Ahmed Raza Ka Taaza Gulistaan Hain Aaj Bhi Khursheed Ilm Unka Darakshan Hain Aaj Bhi Tum Kya Gaye Ki Rounak E Mehfil Chali Gayi Sher O Adab Ki Zulf Pareshan Hain Aaj Bhi Kis Tarha Itne Ilm Ke Dariyan Bahaa Diye Ulama E Haq Ki Aql To Hairaan Hai Aaj Bhi Khidmat Quraan E Paak
Rukh Din Hai Ya Mehre Samaa, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi
Rukh Din Hai Ya Mehre Samaa, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi Shab Zulf Ya Mushke Khuta, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi Mumkin Me Ye Qudrat Kaha, Waajib Me Abdiyat Kaha Haira(n) Hu Ye Bhi Hai Khata, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi Haq Ye Ki Hai Abde Ilah Aur Aalam E Imkaa(n) Ke
Ahle Siraat Ruhe Amee(n) Ko Khabar Kare(n)
Ahle Siraat Ruhe Amee(n) Ko Khabar Kare(n) Jaati Hai Ummate Nabavi Farsh Parr Kare(n) Inn Fitanhaye Hashr Se Kahdo Hazar Kare(n) Naazo Ke Paale Aate Hai Rah Se Guzar Kare(n) Badd Hai To Aapke Hai Bhale Hai To Aapke Tukdo Se To Yaha(n) Ke Pale Rukh Kidhar Kare(n) Sarkaar Hum Kameeno Ke Atvaar Par Na
Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu (complete)
Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu Zarra Tera Jo Ay Shahe Gardu Janaab Hu Durre Najaf Hu Gohare Paak E Khushab Hu Yani Turaabe Rah guzare Bu turab Hu Gar Aankh Hu To Abr Ki Chashme Par Aab Hu Dil Hu To Bark Ka Dile Pur Izteraab Hu Khooni Jigar Hu Ta-ir E Be