Rukh Din Hai Ya Mehre Samaa, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi
Shab Zulf Ya Mushke Khuta, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi
Mumkin Me Ye Qudrat Kaha, Waajib Me Abdiyat Kaha
Haira(n) Hu Ye Bhi Hai Khata, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi
Haq Ye Ki Hai Abde Ilah Aur Aalam E Imkaa(n) Ke Shah
Barzakh Hai Wo Sirre Khuda, Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi
Bulbul Ne Ghul Unko Kaha, Kumree Ne Sarve Jaanfiza
Hairat Ne Jhunjhla Kar Kaha Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi
Khursheed Tha Kis Zour Par Kya Badh Ke Chamka Tha Qamar
Be-Parda Jab Wo Rukh Hua Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi
Dar Tha Ki Isyaa(n) Ki Saza Ab Hogi Ya Rouze Jaza
Dee Unki Rehmat Ne Sadaa Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi
Koyi Hai Naazo Zuhad Par Ya Husne Tauba Hai Sipar
Yaa(n) Hai Faqat Teri Ataa Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi
Din Lahv Me Khona Tujhe, Shab Subha Tak Sona Tujhe
Sharme Nabi Khaufe Khuda Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi
Rizq E Khuda Khaya Kiya, Farmaan E Haq Taala Kiya
Shukre Karam Tarse Saza Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi
Hai Bulbule Rangi Raza Ya Tutiye Nagma Saraa
Haq Yeh Ki Wasif Hai Tera Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi
Audio Credits: owaisqadri.com

AAla hazrat ki muhabbat pe laakhon salaam
jaga dia diya e muhabbat un pe laakhon salaam
or kahiye to ghulami tajdaari hai
is sukhn e raza pe laakhon salaam
Awsum naat sharif.. Subhan Allah
Imame Ahlesunnat, Ashiq e Mustafa Alahissalam, Wali e kamil, Mujaddid e deeno millat, Allahazrat Azeemul Barkat, Sayyadi Aaqayee Maulayee Imam Ahmed Raza Rahimahulla Aliah pe Lakho salam …..
ماشاءاللہ بہت زبردست کلام میرے امام احمد رضا خان بریلوی رحمتہ اللہ علیہ کا
Dal di kalb me Ajmat e Mustafa sayyadi Ala Hazrat pe lakho salam..
Kalam written 100 years ago. Timeless. SubhanAllah
mashaallah
Yaa
Raza
Aye ishq Tere sadqe Jalne se chhute saste
Hae aag bujha degi wo aag Lagaa di hai..
Mashaallah
Kya baat mere Raza ki he…
AALAHAZRAT KA KALAAM BHI AALA
Subhan allaha mashaallaha
SUBHAN ALLAH KIYA HI HASIN KALAM HAI۔۔
Masha Allah kalaame Raza se naat padhne ka shaoq bhi hota hai aur ishqe rasool paak bhi mzboot hota hai
Ae raza har kam ka ek waqt h
Dil ko bhi aaram ho hi jayega
Kiya is naat k har shair ko koi tashreeh krskta hai plzzzz ??
Ji zaror inshallah
Ji zaror inshallah
Mulq e sukhan ki shahi, tumko raza musallam
Jis simt aa gaye ho, sikke bitha diye hain.
Mashaaallah
سخن و شاعر شہریار اپنی جگہ
نعت کہنے کو احمد رضا چاہیے
Subhanallah beshak haq
Very beauty full naat
Sub'hanallah
Masha allah kya baat mare Raza ki
Hii Mashaaallah
Hai naat
Mashaallah
Mashaallah
MashaAllah