Waah Kya Martaba Aay Ghaus Hay Baala Teraa, Oonche Oonchon Key Saron Sey Qadam Aa’laa Teraa. Sar Bhalaa Kya Koi Jaane Key Hay Kaisa Teraa, Auliya Malte Hain Aankhein Woh Hay Talwaa Teraa. Kya Dabe Jis Pey Himaayat Ka Ho Panjah Teraa, Sher Ko Khatre Me Laata Nahin Kuttaa Teraa. Tu Husaini Hasani Kyoon Nah
Category: W
Wasfe Rukh Unka Kiya Karte Hai
Wasfe Rukh Unka Kiya Karte Hai, Shar-he Wash-shamso Zuha Karte HaiUnki Hum Madd-ho Sana Karte Hai, Jinko Mahmood Kaha Karte HaiMaahe Shak Gashta Ki Soorat Dekho, Kaap Kar Mehr Ki Raj’at DekhoMustafa Pyare Ki Qudrat Dekho, Kaise Ayjaz Hua Karte Hai Tu Hai Khursheed E Risalat Pyare, Chup Gaye Teri Ziya Me TaareAmbiya Aur Hai Sab
Wo Meri Jaan bhi Jaan ki Jaan bhi
Wo Meri Jaan bhi Jaan ki Jaan bhiWo Iman bhi Ruhe Iman bhiMahbate wahi-E-Aayate Quraan bhiAur Quraan bhi Ruhe Quraan bhiKya Bataoon Qayamat ka main majraRehmato- Ghaflato ka hai ik markaDil ko unki Shafa’at pe Iman bhiAqal apne kiye par pashemana bhiIk Din Naz pe Aapne Yun kahaTu bata Ta-ire Sidaratul MuntahaHai tere samne Aalame
Wah Kya Judoo Karam Hain (complete) (with audio)
Wah Kya Joodo Karam Hain Shahe Bat-Ha Tera Nahi Sunta Hi Nahi Maangne Waala Tera Dhaare Chalte Hain Ataa Ke Wo Hain Qatra Tera Tare Khilte Hain Sakhaa Ke Wo Hain Zar-ra Tera Faiz Hain Ya Shahe Tasneem Nirala Tera Aap Pyaso Ke Tajas-sus Me Hain Dariya Tera Agniya(n) Palte Hain Dar Se Wo Hain
Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay walaUsey say hai Islam ka bola balaWoh Nabiyon Main Rehmat laqab panay walaUsey say hai Islam ka bola bala Woh sar chashmai noor-e-fathghay mubeen haiWohi mash anayra hay azmo yakeen haiUsey say hamaray dilon main ujalaUsey say hai Islam ka bola balaWoh Nabiyon Main Rehmat laqab panay walaUsey say
Wahi Rab Hain Jisne Tujhko
Wahi Rab Hain Jisne Tujhko Hama’atan Karaam Banaya,Hume Bheekh Maangne Ko, Tera Aastaa(n) BatayaTujhe Hamd Hai Khudaya Tumhi Haakim-E-Baraaya, Tunmhi Qasim-E-AtaayaTumhi Dafae’e Balaya Tumhi Shafae’e KhatayaKoyi Tumsa Kaun Aaya Woh Kanwari Paak Maryam, Woh Nafakhto Feehe KaadamHain Ajab Nishaan-E-Aazam, Magar Aamena Ka JaayaWohi Sabse Afzal Aaya Yahi Bole Sidra Waale, Chaman-E-Jahan Ke ThaaleSabhi Maine Chaan Daale Tere Paaye
Wo Kamaale Husn E Huzoor Hain
Wo Kamaal E Husn E Huzoor Hai Ke Ghumaan E Naqsh Jahaan Nahi Yahi Phool Khaar Se Duur Hai Yahi Shama’e Hai Ke Dhuwa Nahi Do Jahaan Ki Behtariyan Nahi Ke Amaaniye Dil O Jaan Nahi Kaho Kya Hai Wo Jo Yaha Nahi Magar Ik “Nahi” Ke Wo Haan Nahi Main Nisaar Tere Kalaam Par
Wo Suey La Lazaar Phirtey Hain
Wo Suey La Lazaar Phirte Hain Tere Din Ay Bahaar Phirte Hain Jo Tere Dar Se Yaar Phirte Hain Dar-Ba-Dar Yu Hi Khaar Phirte Hain Phool Kya Dekhu Meri Aankhon Mein Dashte Taibah Ke Khaar Phirte Hain Jaan Hain Jaan Kya Nazar Aaye, Kyu Adu Gird E Gaar Phirte Hain Unke Ima Pe Dono Bagho