Muraadein Mil Rahi Hain Shaad Shaad Unka Suwali Hai Labo(n) Par Iltija Hai Haath Mein Rouze Ki Jaali Hai Teri Soorat Teri Seerat Zamane Se Nirali Hai Teri Har Har Adaa Praye Daleel E Be-Misaali Hai Wo Hain Allah Waale Jo Tujhe Waali Kahein Apna Ke Tu Allah Waala Hai Tera Allah Waali Hai Faqeero(n)
Category: M
Mehboob Ke Dar Par Jau(n) Wo Waqt E Mubarak Aaye
Mehboob Ke Dar Par Jau(n) Wo Waqt E Mubarak Aaye Qismat Apni Chamkau Wo Waqt E Mubarak Aaye Jab Pesh E Nazar Ho Mere Minar O Ghumbad Tere Main Ghash Kha-kar Gir Jau(n) Wo Waqt E Mubarak Aaye Fir Tere Ghumbad E Khazra Pe Rookar Dast-ba-dasta Sab Haal Main Tumko Sunau Wo Waqt E Mubarak
Maangne Ka Maza Hai Dar E Yaar Par
Maangne Ka Maza Hai Dar E Yaar Par Har Talab Par Ataa Hai Dar E Yaar Par Kaun Lab Kholta Hai Dar E Yaar Par Be-Talab Mil Raha Hai Dar E Yaar Par Maang Unse “Nahi” Jinke Lab Par Nahi Jo Bhi Maanga Mila Hai Dar E Yaar Par Bakhsh De Ya Khuda Fazl Farma
Muhammad Mazhar E Kaamil Hain Haq Ki Shaan E Izzat Ka
Muhammad Mazhar E Kaamil Hain Haq Ki Shaan E Izzat Ka, Nazar Aata Hay Is Kasrat Mein Kuch Andaaz Wahdat Ka. Yahi Hay Asl E Aalam E Maadah Ijaad E Khalqat Ka, Yahaan Wahdat Mein Barpa Hay Ajab Hangaama Kasrat Ka. Gadaa Bhi Muntazir Hay Khuld Mein Nekon Ki Da’wat Ka, Khuda Din Khair Sey
Muhammad naam pe Qurban meri Jaan ho jaye
Muhammad naam pe Qurban meri Jaan ho jaye Isi ke Sadqay mein Kaamil mera Iman ho jaye Mere Mushkil kusha Hasanain ka Sadqa Ata kar de Balaen door hon Mushkil Meri Aasan ho jaye Mere Aamal ka badla tabahi hay magar piyaray Mein Jannat ko sidharon jo tera farmaan ho jaye Madinay Paak ke kutton
Meem E Madina Marehra Ki Qismat Hai
Meem E Madina Marehra Ki Qismat Hai Iss Ghumbad Ko Uss Ghumbad Se Nisbat Hai Khali Jholi Le Kar Mangta Aaye Hain Hazrat E Qasim Ki Jaanib Se Daawat Hai Yaha Se Jo Khaali Lauta Khali Hi Raha Han Han Aisa Saksh Bada Bad-Qismat Hai Dekho Ye Kaisa Noorani Chehra Hai Murshid Ka Deedar Bhi
Muravvato ke Jameel Paykar Rafeeq E Millat Najeeb Hayder
Muravvato ke Jameel Paykar Rafeeq E Millat Najeeb Hayder Inayaton Ke Sarapa Khu-gar Rafeeq E Millat Najeeb Hayder Amanato Ke Sharafato Ke Najaabato Aur Fazeelato Ke Luta Rahe Hain Haseen Gouhar Rafeeq E Millat Najeeb Hayder Isharatein Inki Pyari Pyari Hiqayatein Inki Nyari Nyari Balahaton Ke Daraksha(n) Akhtar Rafeeq E Millat Najeeb Hayder Nawazishe Inki
Tumhare Sajde Ko Kaaba Salaam Kehta Hai
Tumhare Sajde Ko Kaaba Salaam Kehta HaiJalaal e quba e khazra salaam kehta hai.Chaman Ka Harr Gul O Guncha Salaam Kehta HaiHussain Tum Ko Zamana Salaam Kehta HaiCharaag Wa Masjid Wa Mimbar Salaam Kehte HainNabi Rasool Payamber Salaam Kehte HainAli Wa Fatima Shabbar Salaam Kehte HainKhuda Gawaah Ho Ke Nana Salaam Kehte HaiKhuda Ki Raah
Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain (Complete)
Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain Yak Ne Jisko Yak Banaya Aap Hain Aabo Gil Mein Noor Ki Pehli Kiran Jaane Aadam Jaane Hawwa Aap Hain La Makaan Tak Jis Ki Phaili Raushni Wo Charaage Aalam Aara Aap Hain Hai Namak Jis Ka Khameer E Husn Mein Wo Maleehe Husn Aara Aap Hain Naazish
Mere ALLAH Ke Nigaar Salaam
Mere ALLAH Ke Nigaar SalaamDaste Qudrat Ke Shahkaar Salaam Dono Aalam Ke Taajdaar SalaamJaane Har Jaano Jaandaar Salaam Khaake Taibah Bane Meri HastiArz Karta Hai Khaaksaar Salaam Phir Madine Mein Kab BulaaogeTum Se Kehta Hai Intizaar Salaam Mujhe Ko Zaalim Pe Ikhtiyaar NaheeTum To Rakhte Ho Ikhtiyaar Salaam Khuld Kehti Hai Yeh Madeene SeTujh Pe Ay Khuld Ki Bahaar Salaam Apni Ulfat Ka Aisa Jaam PilaJiska Barhta Rahe