Utha Do Parda Dikha Do Chehra Ke Noore Baari Hijab Me Hai Zamana Taarik Ho Raha Hai Ki Mehr Kab Se Nikaab Me Hai Nahi Wo Meethi Nigaah Waala Khuda Ki Rehmat Hai Jalwa Farma Ghazab Se Unke Khuda Bachaye Jalaal E Baari Etaab Me Hai Jali-Jali Bu Se Uski Paida Hai Sozish E Ishqe
Category: Kalaam E Raza
Raah pur khaar hai kya hona hai
Raah pur khaar hai kya hona haiPaa(n)v afgaar hai kya hona haiKhushk hai khoon ki dushman zalimSakht khunkhaar hai kya hona haiHumko bid kar wahi karna jis seDost bezaar hai kya hona haiTan ki aab kaun khabar le he-haiDil ka aazaar hai kya hona haiMeethe sharbat de maseeha jab bhiZid hai inkaar hai kya hona
Sar ta ba-qadam hai tan e sultane zaman phool
Sar ta ba-qadam hai tan e sultane zaman phoolLab phool, dahan phool, zakan phool, badan phoolSadqe me tere baagh to kya laye hai ban phoolIss guncha e dil ko bhi to imaa ho ki ban phoolTinka bhi hamare to hilaye nahi hiltaTum chaho to ho jaye abhi kohe mehan phoolWALLAH jo mil jaye mere ghul
Mustafa Khairul Wara Ho
Mustafa Khairul Wara HoSarware Har Do Sara Ho Apne Achho Ka Tasadduq Hum Bado(n) Ko Bhi Niba Ho Kiske Fir Ho Kar Rahe HumGar Tumhi Humko Na Chaho Badd Ha(n)se Tum Unki Khaatir Raat Bhar Rouo Karaho Badd Kare Har dam BurayiTum Kaho Unka Bhala Ho Hum Wahi Nashusta Ru Hai Tum Wahi Bahre Ataa
Wasfe Rukh Unka Kiya Karte Hai
Wasfe Rukh Unka Kiya Karte Hai, Shar-he Wash-shamso Zuha Karte HaiUnki Hum Madd-ho Sana Karte Hai, Jinko Mahmood Kaha Karte HaiMaahe Shak Gashta Ki Soorat Dekho, Kaap Kar Mehr Ki Raj’at DekhoMustafa Pyare Ki Qudrat Dekho, Kaise Ayjaz Hua Karte Hai Tu Hai Khursheed E Risalat Pyare, Chup Gaye Teri Ziya Me TaareAmbiya Aur Hai Sab
Soona Jungle Raat Andheri Chaayi Badli Kaali Hai
Soona Jungle Raat Andheri Chaayi Badli Kaali HaiSone Wale Jaagte Rahiyo Choron ki Rakhwali HaiAnkh Se Kajal Saaf Chura Lain Yan Woh Chor Bala Ke HaiTeri Takri Takee Hai Aur Tu Ne Neend Nikali HaiYeh Jo Tujh ko Bulata Hai Yeh Thag Hai Maar Hi Rakhe GaHye Musafir Dam Main na Ana Mat Kaisi Matwali
Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu (complete)
Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu Zarra Tera Jo Ay Shahe Gardu Janaab Hu Durre Najaf Hu Gohare Paak E Khushab Hu Yani Turaabe Rah guzare Bu turab Hu Gar Aankh Hu To Abr Ki Chashme Par Aab Hu Dil Hu To Bark Ka Dile Pur Izteraab Hu Khooni Jigar Hu Ta-ir E Be
Arsh Ki Aql Dang Hai Charkh Pe Asmaan Hai
Arsh Ki Aql Dang Hai Charkh Pe Asmaan HaiJane Muraad Ab Kidhar Haye Tera Makaan Hai Bazme Sana E Zulf Me Meri Aruse Fikr KoSaari Bahaar E Hasht Khuld Chota Sa Itrdaan Hai Arsh Pe Jaake Murge Aql Thak Ke Gira Gash Aa GayaAur Abhi Manzilo Pare Pehla Hi Aastan HaiArsh Pe Taaja Cher Char
Chamak Tujhse Paate Hain Sab Paane Waale
Chamak Tujhse Paate Hain Sab Paane WaaleMera Dil Bhi Chamka De Chamkane WaaleBarasta Nahi Dekh Kar Abr E RehmatBadoo(n) Par Bhi Barsa De Barsane WaaleMadine Ke Khitte Khuda Tujhko RakhheGhareebo Faqeero Ke Thehrane WaaleTu Zinda Hai WALLAH Tu Zinda Hai WALLAHMere Chashme Aalam Se Chup Jaane WaaleMe Mujrim Hu AAQA Mujhe Saath Le LoKe Raste Me Hai Jaa
Mustafa Jaan E Rehmat Pe Laakho(n) Salaam (COMPLETE)
Mustafa Jaan E Rehmat Pe Laakho(n) Salaam Shamme Bazme Hidayat Pe Laakho(n) Salaam Mehre Charkhe Nubuvvat Pe Roushan Durood Ghul E Baagh E Risaalat Pe Laakho(n) Salaam Shehre Yaare Iram Tajdaare Haram Nau Bahaar E Shafa’at Pe Laakho(n) Salaam Shab E Asra Ke Dulha Pe Da-im Durood Nausha E Bazme Jannat Pe laakho(n) Salaam