Talab Ka Munh To Kis Qaabil Hai Ya Ghous Magar Tera Karam Kaamil Hai Ya Ghous Duhaayi Ya Muhiyuddee(N) Duhaayi Balaa Islam Par Naazil Hai Ya Ghous Woh Sangee(N) Bid’ate Woh Teziye Kufr Ki Sar Par Taig Dil Par Sil Hai Ya Ghous Azooman Qaatilan Indal Qitaali Madad Ko Aa Dame Bismil Hai Ya Ghous
Category: Kalaam E Raza
Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Unki Rasaai Hai
Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Unki Rasaai Hai Gar Unki Rasaai Hai Lo Jab To Ban Aayi Hai Machla Hai Ke Rehmat Ne Ummeed Bandhaai Hai Kya Baat Teri Mujrim Kya Baat Banaai Hai Sab Ne Saf E Mehshar Mein Lalkaar Diya Hum Ko Aye Bekaso(N) Ke Aaqa Ab Teri Duhaai Hai
Hai Lab E Isa Se Jaa(n) Bakhshi Nirali Haath Mein
Hai Lab E Isa Se Jaa(n) Bakhshi Nirali Haath Mein Sang Reze Paate Hai Sheeri(n) Maqaali Haath Mein Be Nawaaon Ki Nigaahein Hain Kahaa Tehreer E Dast Reh Gayi Jo Paa Key Jood E Laa Yazaali Haath Mein Kya Lakeero(n) Mein Yadullah Khat Sar O Aasa Likha Raah Yu(n) Iss Raaz Likhne Ki
Kaabe Key Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood
Kaabe Key Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood, Taibah Key Shamsudduha Tum Pe Karoron Durood. Shaafa’-E-Roz-E-Jazaa Tum Pe Karoron Durood, Daafa’-E-Jumlah Balaa Tum Pe Karoron Durood. Jaan-O-Dil-E-Asfiya Tum Pe Karoron Durood, Aab-O-Gil-E-Ambiya Tum Pe Karoron Durood. Laayei(n) To Yeh Doosraa Dawsaraa Jis Ko Mila, Kooshak-E-’Arsh-O-Danaa Tum Pe Karoron Durood. Aur Koi Ghaib Kya Tum Sey
Muhammad Mazhar E Kaamil Hain Haq Ki Shaan E Izzat Ka
Muhammad Mazhar E Kaamil Hain Haq Ki Shaan E Izzat Ka, Nazar Aata Hay Is Kasrat Mein Kuch Andaaz Wahdat Ka. Yahi Hay Asl E Aalam E Maadah Ijaad E Khalqat Ka, Yahaan Wahdat Mein Barpa Hay Ajab Hangaama Kasrat Ka. Gadaa Bhi Muntazir Hay Khuld Mein Nekon Ki Da’wat Ka, Khuda Din Khair Sey
Al Amaan Qeher Hay Aay Ghaus Woh Teekha Teraa
Al Amaan Qeher Hay Aay Ghaus Woh Teekha Teraa, Mar Key Bhi Chain Sey Sotaa Nahin Maara Teraa. Baadalon Sey Kahin Rukti Hay Karakti Bijlee, Dhaalein Cheent Jaati Hain Uthta Hay Jo Tegha Teraa. Aks Ka Dekh Key Munh Aur Biphar Jaata Hay, Chaar Aaina Key Bal Ka Nahin Nezaa Teraa. Koh-E-Sar Mukh Ho To
Tu Hay Woh Ghaus Key Har Ghaus Hay Shaida Teraa
Tu Hay Woh Ghaus Key Har Ghaus Hay Shaida Teraa, Tu Hay Woh Ghais Key Har Ghais Hay Pyaasa Teraa. Sooraj Aglon Key Chamaktey Thay Chamak Kar Doobe, Ufaq-E-Noor Pey Hay Mehr Hamesha Teraa. Murgh Sab Boltey Hain Bol Key Chup Rehte Hain, Haan Aseel Ek Nawa Sanj Rahega Teraa. Jo Wali Qabl Thay Ya
Waah Kya Martaba Aay Ghaus Hay Baala Teraa
Waah Kya Martaba Aay Ghaus Hay Baala Teraa, Oonche Oonchon Key Saron Sey Qadam Aa’laa Teraa. Sar Bhalaa Kya Koi Jaane Key Hay Kaisa Teraa, Auliya Malte Hain Aankhein Woh Hay Talwaa Teraa. Kya Dabe Jis Pey Himaayat Ka Ho Panjah Teraa, Sher Ko Khatre Me Laata Nahin Kuttaa Teraa. Tu Husaini Hasani Kyoon Nah
Tooba Mein Jo Sab Sey Oonchi Naazuk Seedhi Nikli Shaakh
Tooba Mein Jo Sab Sey Oonchi Naazuk Seedhi Nikli Shaakh, Maangun Naat E Nabi Likhne Ko Rooh E Quds Se Aysi Shaakh. Mawla Gulbun Rahmat Zahra Sibtain Uski Kaliyan Phool, Siddique O Farooq O Usman O Haidar Har Ek Uski Shaakh. Shaakh E Qaamat Sheh Me Zulf O Chashm O Rukhsaar O Lab Main, Sunbul
Ya Ilahee Har Jagah Teri Ataa Ka Saath Ho with English Translation
Ya Ilahee Har Jagah Teri Ataa Ka Saath Ho Jub Pade Mushkil Shahe Mushkil Kusha Ka Saath Ho O Allah! At every juncture, may Your endless Bounty be with me! In times of difficulty, may the King of the Destroyers of Difficulty, be with me! Ya Ilahee Bhool JaauN Naza’ Ki Takleef Ko Shaadiye Deedar