Dar E Sarkaar Pe Jaane Ki Dua Achhi Hai Phir Waha Ja Ke Jo Aa Jaaye Qazaa Achhi Hai Jis Zamee(n) Ne Tere Talwo Ke Liye Hai Bosey Qasam ALLAH Ki Khaaq E Kaf E Paa Achhi Hai Rouza E Paak E Payambar Se Jo Mass Ho Ke Chale Rooh E Muztar Ke Liye Aisi
Category: D
Durood Lab Par Khayal Dil Mein Aur Ashq Aankhon Mein Aa Rahe Hain
Durood Lab Par Khayal Dil MeinAur Ashq Aankhon Mein Aa Rahe HainHuzoor Ke Dar Pe Jaa Rahe HainTo Iss Kareene Se Jaa Rahe HainRasool E Akram Zameen E Rabb ParKisi Tarha Ghum Nibha Rahe HainJahan E Tarik Mein Lahu SeCharagh E Ulfat Jala Rahe HainCharagh Tera Hai Noor TeraBadan Bhi Tera Lahu Bhi TeraYe Sab
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
Dil Ko Unse Khuda Juda Na KareBekasi Loot Le Khuda Na KareIsme Rouze Ka Sajdah Ho Ki TawaafHosh Me Jo Na Ho Wo Kya Na KareYe Wahi Hai Ki Baksh Dete HaiKaun In Jurmo Par Saza Na KareSab Tabeebo Ne De Diya Hai JawaabAah Eesa Agar Dawaa Na KareDil Kaha Le Chala Haram Se MujheAre
Dam Ba Dam Allah Ho Allah Ho (Hamd)
Allah Hye Allah Hye Allah Hye Allah Hye Allah Ho Allah Ho Dam Ba Dam Allah Ho Allah Ho Har Jagha Har Ghari Har Jagha Har Ghari Har Kadam Allah Ho Allah Hye Allah Hye Allah Hye Allah Hye Lamha Lamha Basar Ho Tere Zikar Main Zindgi Ka Safar Ho Tere Zikar Main Bas Zaban
Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga (with audio)
Darpesh ho taiba ka safar kaisa lage gaGuzrain jo wahan shaam o sehar kaisa lage ga Ae kash madine main mujhe maot youn ayeKadmoon main ho sarkar صلی اللہ علیہ وسلم ke sar kaisa lage ga Ae pyare khuda dekhoon main sarkar ka jalwaMil jaye dua to jo asar kaisa lage ga Aaqa ka ghada
Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho
Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha HoSeene Pe Tasalli Ko Tera Haath Dhara HoGar Waqte Ajal Sir Teri Chaukhat Pe Jhuka HoJitni Ho Qaza Ek Hi Sajde Me Ada HoTum Zaat E Khuda Se Na Judaa Ho Na Khuda HoALLAH Ko Ma’alum Hai Kya Jaaniye Kya HoYe Kyu Kahu Mujhko Ye Ataa Ho
Dar E Khwaja Pe Sawali Ko Khara Rehne Do
Dar-e-Khwaja Pe Sawali Ko Khara Rehne Do Sar Nidamat Se Jhuka Hai Tou Jhuka Rehne Do Mujh Ko Mil Jayega Sadqa Mein Chala Jaonga Kasa-e-Dil Mera Qadmoon Mein Para Rehne Do Khud Hee Farmayeingay Mujrim Pe Woh Rehmat Ki Nazar Mujh Ko Khwaja Ki Adalat Mein Khara Rehne Do Chor Ke Aap Ka Dar Mein
Dar-e-nabi par yeh umr beetay ho ham pey lutf-e-dawaam aesa
Dar-e-nabi par yeh umr beetay ho ham pey lutf-e-dawaam aesaMadinay wale kahain maqami ho un kay dar par qayaam aesa Yeh rif’at-e-zikr-e-mustafa hey naheen kisee ka maqaam aesaJo baad zikr-e-khuda hey afzal hey zikr-e-khair-ul-anaam aesa Jo ghamzadon ko galay laga lay buron ko daman main jo chupa layHey dusra kaun is jahaan main siwa-e-khair-ul-anaam aesa