Dar E Sarkaar Pe Jaane Ki Dua Achhi Hai Phir Waha Ja Ke Jo Aa Jaaye Qazaa Achhi Hai Jis Zamee(n) Ne Tere Talwo Ke Liye Hai Bosey Qasam ALLAH Ki Khaaq E Kaf E Paa Achhi Hai Rouza E Paak E Payambar Se Jo Mass Ho Ke Chale Rooh E Muztar Ke Liye Aisi
Author: Ahmed Barkaati
Bul Hawas Sun Seem O Zar Ki Bandagi Achhi Nahi
Bul Hawas Sun Seem O Zar Ki Bandagi Achhi Nahi Unn Ke Darr Ki Bheek Achhi Sarwari Achhi Nahi Sarwari Kya Cheez Hai Unn Ki Gadaai Ke Huzoor Unn Ke Darr Ki Bheek Achhi Sarwari Achhi Nahi Unn Ki Chaukhat Choom Kar Khud Keh Rahi Hai Sarwari Unn Ke Darr Ki Bheek Achhi Sarwari Achhi
Tumhara Naam Musibat Mein Jab Liya Hoga Complete Lyrics
Tumhara Naam Musibat Mein Jab Liya Hoga Hamara Bigda Huwa Kaam Bann Gaya Hoga Gunahgaar Pe Jab Lutf Aapka Hoga Kiya Bagair Kiya Be-Kiya Kiya Hoga Khuda Ka Lutf Huwa Hoga Dastageer Zaroor Jo Girte Girte Tera Naam Le Liya Hoga Dikhayi Jayegi Mehshar Mein Shaan E Mehboobi Ke Aap Hi Ki Khushi Aapka Kaha
Muraadein Mil Rahi Hain Shaad Shaad Unka Suwali Hai
Muraadein Mil Rahi Hain Shaad Shaad Unka Suwali Hai Labo(n) Par Iltija Hai Haath Mein Rouze Ki Jaali Hai Teri Soorat Teri Seerat Zamane Se Nirali Hai Teri Har Har Adaa Praye Daleel E Be-Misaali Hai Wo Hain Allah Waale Jo Tujhe Waali Kahein Apna Ke Tu Allah Waala Hai Tera Allah Waali Hai Faqeero(n)
Mehboob Ke Dar Par Jau(n) Wo Waqt E Mubarak Aaye
Mehboob Ke Dar Par Jau(n) Wo Waqt E Mubarak Aaye Qismat Apni Chamkau Wo Waqt E Mubarak Aaye Jab Pesh E Nazar Ho Mere Minar O Ghumbad Tere Main Ghash Kha-kar Gir Jau(n) Wo Waqt E Mubarak Aaye Fir Tere Ghumbad E Khazra Pe Rookar Dast-ba-dasta Sab Haal Main Tumko Sunau Wo Waqt E Mubarak
Maangne Ka Maza Hai Dar E Yaar Par
Maangne Ka Maza Hai Dar E Yaar Par Har Talab Par Ataa Hai Dar E Yaar Par Kaun Lab Kholta Hai Dar E Yaar Par Be-Talab Mil Raha Hai Dar E Yaar Par Maang Unse “Nahi” Jinke Lab Par Nahi Jo Bhi Maanga Mila Hai Dar E Yaar Par Bakhsh De Ya Khuda Fazl Farma
Ghous E Azam Main Gunahgaar Hu Shay’An Lillah
Ghous E Azam Main Gunahgaar Hu Shay’An Lillah Sakht Badkaaro Khatawaar Hu Shay’An Lillah Aapke Hijr Ka Beemar Hu Shay’An Lillah Taalib E Sharbat E Deedar Hu Shay’An Lillah Mere Sultaan Main Nadaar Hu Shay’An Lillah Be-kas O Be-bas O Laachaar Hu Shay’An Lillah Ay Mere Chaand Ujala Ho Meri Jaanib Bhi Sakht Zulmat Main
Kaabe Key Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood
Kaabe Key Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood, Taibah Key Shamsudduha Tum Pe Karoron Durood. Shaafa’-E-Roz-E-Jazaa Tum Pe Karoron Durood, Daafa’-E-Jumlah Balaa Tum Pe Karoron Durood. Jaan-O-Dil-E-Asfiya Tum Pe Karoron Durood, Aab-O-Gil-E-Ambiya Tum Pe Karoron Durood. Laayei(n) To Yeh Doosraa Dawsaraa Jis Ko Mila, Kooshak-E-’Arsh-O-Danaa Tum Pe Karoron Durood. Aur Koi Ghaib Kya Tum Sey
Muhammad Mazhar E Kaamil Hain Haq Ki Shaan E Izzat Ka
Muhammad Mazhar E Kaamil Hain Haq Ki Shaan E Izzat Ka, Nazar Aata Hay Is Kasrat Mein Kuch Andaaz Wahdat Ka. Yahi Hay Asl E Aalam E Maadah Ijaad E Khalqat Ka, Yahaan Wahdat Mein Barpa Hay Ajab Hangaama Kasrat Ka. Gadaa Bhi Muntazir Hay Khuld Mein Nekon Ki Da’wat Ka, Khuda Din Khair Sey
Al Amaan Qeher Hay Aay Ghaus Woh Teekha Teraa
Al Amaan Qeher Hay Aay Ghaus Woh Teekha Teraa, Mar Key Bhi Chain Sey Sotaa Nahin Maara Teraa. Baadalon Sey Kahin Rukti Hay Karakti Bijlee, Dhaalein Cheent Jaati Hain Uthta Hay Jo Tegha Teraa. Aks Ka Dekh Key Munh Aur Biphar Jaata Hay, Chaar Aaina Key Bal Ka Nahin Nezaa Teraa. Koh-E-Sar Mukh Ho To